Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Shagoon
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ye Raat Bahut Rangin Sahi
4.83 - 24 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ye Raat Bahut Rangin Sahi - ये रात बहुत रंगीन सही

ye rat bahut rangin sahi
ye rat bahut rangin sahi
is rat mein gam ka zahar bhi hai
nagmo ki khanak mein dubi hui
fariyado puva ki lehar bhi hai
ye rat bahut rangin sahi

tum raksh karo main sher padhu
matalb to hai kuch khairat mile
is gaanv ke bachcho ke khatir
kuch sikko ki saugat mile
sikke to karodo dal gal kar
tassal se bahar aati hai
kin waaro mein kho jaate hai
kin pardo mein chhup jaate hai
ye julm nahi to fir kya hai
paise se to kaale dhande ho
ilam aur abab ki manjil ke
talim ki khatir chande ho
ab kam na chal sakane ka
raham aur khair aa kinaare se

is desh ke bachche anpadh hai
daulat ke galt batwaare se
badle ye nijaame jardaari badle ye nijaame jardaari
kah do ye shyasatb daro se ye masla hal hone ka nahi
kagaj par chhape aelaano se ye masala hal hone ka nahi
kagaj par chhape aelaano se ye raat bahut rangin sahi
is raat mein gam ka jahar hai ye raat bahut rangin sahi


lyrics of song Ye Raat Bahut Rangin Sahi

Comments for lyrics of song "Ye Raat Bahut Rangin Sahi"
orientlover1 on Sunday, August 07, 2011
Sahir's songs were often altered by film producers so as not to sound very offensive. This is what happened with songs of film Pyassa.

orientlover1 on Sunday, August 07, 2011
Kamaljeet had impressive personality but otherwise had little talent as an actor.

Surender Bhutani on Thursday, May 30, 2013
A very progressive song penned by Sahir. He was matchless in his time. Had
he been in the West he would got a Noble Prize for his poetry ! Dr Surender
Bhutani Warsaw (Poland)

Chitta Ranjan Deka on Wednesday, June 11, 2014
Sahir Saab, what a lyrics ! And Rafi saab only can only express the real
feeling of the poet. Khayyam Saab, great song.

karimunna on Thursday, September 13, 2012
प्रेम और इंसाफ़ की साझा तड़प थी साहिर के गीतॊं में। मैंने पहली बार सुना बहुत
अच्छा लगा।

View all 10 comments related to song Ye Raat Bahut Rangin Sahi - ये रात बहुत रंगीन सही


Film cast: Kamaljeet, Waheeda Rehman, Chand Usmani, Neena Achla, Nivedita
Singer: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Talat Mahmood, Jagjit Kaur
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Khayyam
Film Director: Nazir
Film Producer: Nazir
External Links: Shagoon at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy