Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kashmir
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Taqdir Ne Chirag-E-Tamanna Bujha Diya - तकदीर ने चिराग-ए-तमन्ना बुझा दिये

takdir ne chirag e tamanna bhuja diya
marne se pahle khak me, humko mila diya
marne se pahle khak me, humko mila diya
jo shakh, thi kisi ki ummido ka aashiya
ummido ka aashiya
kismat ki bijliyo ne, usi ko jala diya
marne se pahle khak me, humko mila diya
marne se pahle khak me, humko mila diya

sehare ke phul dekhne, paya na tha koi
paya na tha koi
zalim akal ne ek naya gul khila diya
marne se pahle khak me, humko mila diya
marne se pahle khak me, humko mila diya

ek zakhm hai jigar me
to ek daag dil me hai
ek daag dil me hai
ae dene wale tune diya bhi, to kya diya
marne se pahle khak me, humko mila diya
marne se pahle khak me, humko mila diya
takdir ne chirag e tamanna bhuja diya
marne se pahle khak me, humko mila diya
marne se pahle khak me, humko mila diya


lyrics of song Taqdir Ne Chirag-E-Tamanna Bujha Diya

Comments for lyrics of song "Taqdir Ne Chirag-E-Tamanna Bujha Diya"
TheDeepakp on Saturday, December 06, 2014

FILM: "KASHMIR" = 1951.
CAST: Veena-Al-Nasir-Nirupa Roy-Kuldeep Kaur-Kamal Kapoor
Singer: Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Pramodini Desai, Master Sonik, Asha
Bhosle, Shamshad Begum, Trilok Kapoor, S. Balbir, Devendra Mohan, Zohrabai
Ambalewal, Devendra Mohan
Lyricist: Baba G Sarshar Sailani
Music Director: Hansraj Behl

Kailash Sharma on Monday, January 21, 2013
Main pichhle dus saal se iss geet ki talaash kar rahaa tha aaj aapke
maadhyam se mil hi gaya. Thanks my dear.



Singer: Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Pramodini Desai, Master Sonik, Asha Bhosle, Shamshad Begum, Trilok Kapoor, S. Balbir, Devendra Mohan, Zohrabai Ambalewal, Devendra Mohan
Lyricist: Baba G Sarshar Sailani
Music Director: Hansraj Behl
External Links: Kashmir at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy