Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Chal Chalein
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Shehar Haay Khub Kya Hai Yeh
4.00 - 3 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Shehar Haay Khub Kya Hai Yeh - शहर हाय खूब क्या है ये

shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
ha yahi rahe the harivansh hamare
kya khub niraala ba ashk dulaare
kabhi to ganga ko chum le kabhi to jamuna ko chum le
sarswati aake jhum le waah waah waah waah

ai ye to amitabh ka chatpati chat ka
saath mei hai kalam davaat aur kitaab ka
chutkule hai yaha phir bhi gambhir hai
hai maja yahi to yaha ke sang sath ka
woh hai al parkke jo hai itna paak
ladate ladate yahi mare aazad
yeh to ilhabaad hai iski kya baat hai
yeh tamam sheharo ka taaj meri jaan
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad

sangam ki naav se deta koyi taan hai
wo dekho samne aanand bhavan me shaam hai
pandit neharu hoke haan laal bahadur shastri
hindosta ke takht ke janme hai raaja yahi
rasik jano ka thaur hai ye, mahadevi ka maan hai ye
netraam ka chauraha aaj bhi isaki shan hai ye
albela yeh furtila magar ruk ruk ke chalta hai
mehanga na kharchila tanik thoda alag sa shehar hai ye
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
ha yahi rahe the harivansh hamare
kya khub niraala ba ashk dulaare
kabhi to ganga ko chum le kabhi to jamuna ko chum le
sarswati aake jhum le waah waah waah waah


lyrics of song Shehar Haay Khub Kya Hai Yeh



Film cast: Mithun Chakraborty, Mukesh Khanna, Anoop Soni, Shilpa Shukla, Tanvi Hegde, Priyesh Sagar, Saket Sharma, Pratham Sadh, Dhairya Oza, Karan Arora, Chirag Ruia, Darshan Jariwala, Jaya Bhattacharya, Kanwaljeet Singh, Rati Agnihotri, Iklaq Khan, Reshma Modi, Vishwajeet Pradhan, Kumkum, Bhagwan Tiwari, Sujata Thakkar, Padam Singh, Anand Abhyankar
Singer: Aditya Narayan, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Krishna, Sadhana Sargam, Shaan, Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan
Lyricist: Piyush Mishra
Music Director: Ilaiyaraja
Film Director: Ujjwal Singh
Film Producer: Mahesh Padalkar
External Links: Chal Chalein at IMDB    Chal Chalein at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy