|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Shanivaar Tak Wo Officer Rahta Hai - शनिवार तक वो ऑफिसर रहता है shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam
hum dono rahte hai ghar mei hissedaro jaise
bari bari kaam gharelu kar lete hai aise
khana jaldi milta hai jab uski bari aati hai
mai to mard biwi meri puri ourat ban jati hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam
ho dim dara dim dara dam dam dam
dim dara dim dara dam
biwi uski kare noukri mard ko nahi gwara
pati hi kewal kaam kare to mushkil ghar ka gujara
jla na chulha jo kahte hai aaj upwas hamara
pyar se hi karte hai taslli aur nahi koi chara
shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam
ho dim dara dim dara dam dam dam
dim dara dim dara dam
Aaj Ka Daur |
Film cast: | Jackie Shroff, Padmini Kolhapure, Raj Kiran, Roshni, Shoma Anand, Prem Chopra, Kader Khan, Nirupa Roy, Anwar Ali, Rakesh Bedi, Bindu, Iftekhar, Aruna Irani, Goga Kapoor, Shakti Kapoor, Satyen Kappu, Sachin Pilgaonkar | Singer: | Kishore Kumar, Alka Yagnik, Asha Bhosle, Shabbir Kumar | Lyricist: | Indeevar | Music Director: | Bappi Lahiri | Film Director: | K Bapaiah | Film Producer: | Chintapalli Prasad | External Links: | Aaj Ka Daur at IMDB Aaj Ka Daur at Wikipedia | Watch Full Movie: | Aaj Ka Daur at YouTube Aaj Ka Daur at YouTube |
|
|
|
|
|