|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Saiya Ne Jo Meri Pakadi Na Baiya - सईया ने जो मेरी पकड़ी ना बईयाsainya more sainya baiya pakdo na baiya sainya re
sainya ne jo teri pakdi na baiya
toh kah de too kya kya karegi, kya kya karegi, kya kya karegi
sainya ne jo meri pakadi na baiya
toh sun lo mai kya kya karungi, kya kya karegi, kya kya karegi
angana me kunyiya hai, kunyiya me pani hai, pani me dub marungi
angana me kunyiya hai, kunyiya me pani hai, pani me dub marungi
sainya ne jo teri pakadi na baiya
toh kah de too kya kya karegi, kya kya karegi, kya kya karegi
sainya ne jo meri pakadi na baiya
toh sun lo mai kya kya karungi, kya kya karegi, kya kya karegi
chauke me chulha hai, chulhe me agni hai, agni me jal ke marungi
baago me pipal hai, pipal pe rassi hai, rassi pe phansi chadhungi
yeh pyari si gudiya hai ya hai dhamaka
hai jadu ki pudiya ya hai yeh patakha
kamar isaki najuk aur tirachhi adaye
umar ke yeh jalave divana banaye
soni soni kudi aape le jayenge
jinan nu lage pyari aape le jayenge
jinan nu lage pyari aape le jayenge
sainya ne jo teri pakadi na baiya
toh kah de too kya kya karegi, kya kya karegi, kya kya karegi
sainya ne jo meri pakadi na baiya
toh sun lo mai kya kya karungi, kya kya karegi, kya kya karegi
station pe patari hai, patari pe gadi hai, gadi se kat ke marungi
pallu me shishi hai, shishi me jahar hai, jahar mai pi ke marungi
sainya ne jo teri pakadi na baiya
toh kah de too kya kya karegi, kya kya karegi, kya kya karegi
sainya ne jo meri pakadi na baiya
toh sun lo mai kya kya karungi, kya kya karegi, kya kya karegi
jhumari talaiya me pani ki tanki hai, tanki me kud marungi
ungali me chhalla hai, chhalle me hira hai, hira mai kha ke marungi
chak de fatte too balle balle
too nach ke dikha jara haule haule
marata hu mai bhi hansi pe tumhari
mai bhi hu kunvara too bhi hai kunvari
soni soni kudi aape le jayenge
jinan nu lage pyari aape le jayenge
jinan nu lage pyari aape le jayenge
dhamki se teri jo woh na dara toh
manega jo na woh tera kaha toh
phir bhi jo jid pe hi ada raha toh kah de too kya kya karegi
sainya ne jo meri pakadi na baiya
toh sun lo mai kya kya karungi, kya kya karegi, kya kya karegi
banke dulhaniya mai baith ke doli me ghar jake uske rahungi
angana me kunyiya hai, kunyiya me pani hai, pani me dub marungi
chauke me chulha hai, chulhe me agni hai, agni me jal ke marungi
baago me pipal hai, pipal pe rassi hai, rassi pe phansi chadhungi
station pe patari hai, patari pe gadi hai, gadi se kat ke marungi
pallu me shishi hai, shishi me jahar hai, jahar mai pi ke marungi
jhumari talaiya me pani ki tanki hai, tanki me kud marungi
angana me kunyiya hai, kunyiya me pani hai, pani me dub marungi
angana me kunyiya hai, kunyiya me pani hai, pani me dub marungi
lyrics typed by: neha gupta
|
Comments for lyrics of song "Saiya Ne Jo Meri Pakadi Na Baiya" |
|
smilygal122 on Friday, October 01, 2010 awesome song..manisha koirala is looking so pretty in pink lehenga/choli
vinay k joshi on Saturday, January 26, 2013 Singer(s): SHANKAR MAHADEVAN, ALKA YAGNIK, SANJAY RAINA, SAPANA AWASTHI
MelMark on Tuesday, September 29, 2009 nice outfits never heard this song
|
Khauff |
Film cast: | Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Sharad Kapoor, Jaspal Bhatti, Parmeet Sethi, Suresh Oberoi, Tinu Anand, Farida Jalal, Naveen Nischol, Ishrat Ali, Mukesh Khanna, Raveena Tandon, Daler Mehndi, Beena, Satyen Kappu, Achyut Potdar, Simran, Dinesh Hingoo, Rajesh Joshi, Dinesh Anand, Homi Wadia, Brij Gopal | Singer: | Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Daler Mehndi, Jaspinder Narula, Kumar Sanu, Sapna Awasthi, Shankar Mahadevan, Sukhwinder Singh, Vinod Rathod | Lyricist: | Dev Kohli, Mehboob, Rahat Indori, Rani Malik | Music Director: | Anu Malik, Sajid, Wajid | Film Director: | Sanjay Gupta | Film Producer: | Vijay Tolani | External Links: | Khauff at IMDB Khauff at Wikipedia | Watch Full Movie: | Khauff at YouTube Khauff at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|