Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Phir Aankh Se Aaasu Barse, Phir Chhayi Ghata Ghanghor - फिर आँख से आँसू बरसे, फिर छाई घटा घनघोर
phir aankh se aansu barse phir chhai ghata ghanghor
likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
phir aankh se aansu barse phir chhai ghata ghanghor
likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
na kisi ko taras hi aaya na kisi ko aayi laz logo ne hanskar dekha
ek tamasha aaj lo aasman me kat gayi lo aasman me kat gayi
phir ek patang ki dor likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
phir ek aangan ki chaw ban gayi parwat ki dhup
phir ek ganga ki mauj ne badla madira ka rup
phir ek panghat ki rani phir ek panghat ki rani
chalti marghat ki aur likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
kat jaye udd kar panchi jiske na par na baal
or charo taraf shikari baithe failaye jaal
is choro ki nagri me is choro ki nagri me har koi rup ka chor
likhne walo se kahdo likhe ek kahani or phir aankh se anu barse
phir chhai ghanta ghanghor likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
Comments for lyrics of song "Phir Aankh Se Aaasu Barse, Phir Chhayi Ghata Ghanghor"
Bharat Gul on Tuesday, July 29, 2014 Powerful depiction in words and images of the predation to which
society's vultures sometimes subject its vulnerable women. Thanks, Ajay.
mughaleazamfan on Saturday, December 08, 2012 Love the use of symbolism throughout this song...SPLENDID!
salman ahmed on Friday, August 17, 2012 outstanding music by RD Burman
GCMS2010 on Friday, August 17, 2012 outstanding music by RD Burman