Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Naya Daur (1957)
Naya Daur (1957)
House No. 44 (1955)
House No. 44 (1955)
Baiju Bawra (1952)
Baiju Bawra (1952)
Paying Guest (1957)
Paying Guest (1957)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Sirf Tum
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
4.21 - 128 votes
Sanjay Kapoor, Priya Gill
Romantic Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.21
Total Vote(s) : 128
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai - पहली पहली बार मोहब्बत की है

mere mahbub mere is dil ne raat ko din
subah ko sham likha
itna beichain kar diya tumne
maine ye khat tumhare naam likha

pehli pehli baar mohabbat ki hai
pehli pehli baar mohabbat ki hai
kuch na samjh me aaye mai kya karu
ishk ne meri aisi halat ki hai
ishk ne meri aisi halat ki hai
kuch na samjh me aaye mai kya karu
pehli pehli baar mohabbat ki hai
kuch na samjh me aaye main kya karu
ishk ne meri aisi halat ki hai
kuch na samjh me aaye mai kya karu
pehli pehli baar mohabbat ki hai
kuch na samjh me aaye mai kya karu

mera haal bura hai lekin tum kaisi ho likhna
mera chhodo jaan meri apna khayal tum rakhna
kore kagaz pe maine sara armaan nikala
mere is dil me jo kuch tha khat me sabh likh dala

pehli pehli baar shararat ki hai
pehli pehli baar shararat ki hai
kuch na samjh me aaye mai kya karu
pehli pehli baar mohabbat ki hai
kuch na samjh me aaye main kya karu

kash mera dil bhi koi kagaz ka tukda hota
raat ko teri baho me takiye ke niche sota
ho keral me garmi hai nainital se sardi bhejo
jo rahat paunchaye aisa kuch bedardi bhejo
bin teri yado ke ek pal jina hai mushkil
kaise likh du tujhko kitna chahe mera dil
apni ek tasvir lifafe me rakh kar bhijwa do
mai khud milne aaungi
kuch din dil ko samjha do tum kitni bholi ho
tum kitne achhe ho
tum kitni seedhi ho tum kitne sache ho

pehli pehli baar ye chahat ki hai
pehli pehli baar ye chahat ki hai
kuch na samajh me aaye mai kya karu
pehli pehli baar mohabbat ki hai
pehli pehli baar mohabbat ki hai
kuch na samjh me aaye mai kya karu

ishq ne meri aisi halat ki hai
ishq ne meri aisi halat ki hai
kuch na samjh me aaye mai kya karu


lyrics of song Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai

Comments for lyrics of song "Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai"
Spark Plus on Sunday, July 19, 2015
Mere Mehboob, Mere Is Dil Ne
Raat Ko Din, Subha Ko Shaam Likha,
Itna Baichain Kar Diya Tumne
Mane Ye Khat Tumhare Naam Likha
Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon
Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Mera Haal Bura Hai Lekin, Tum Kaisi Ho Likhna
Mera Chodo Jaan, Apna Khayal Tum Rakhna
Kore Kagaz Pe Maine Saara Armaan Nikala
Mere Is Dil Mein Jo Kuch Tha
Khat Mein Sabh Likh Dalaa
Pehli Pehli Baar Shararat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Kash Mera Dil Bhi
Kagaz Ka Tukda Hota
Raat Ko Teri Baahon Mein
Takiye Ke Neeche Sota
Ho Keral Mein Garmi Hai
Nainital Se Sardi Bhejo
Jo Raahat Paunchaaye
Aisa Kuch Bedardi Bhejo
Bin Teri Yaadon Ke
Ek Pal Jeena Hai Mushkil
Kaise Likh Doon Tujhko
Kitna Chaahe Mera Dil
Main Khud Milne Aaongi
Kuch Din Dil Ko Sambhaalo
Tum Kitni Bholi Ho
Tum Kitne Aache Ho
Tum Kitni Seedhi Ho
Tum Kitne Sache Ho
Pehli Pehli Baar Ye Chaahat Ki Hai

Sanufar Nazar on Thursday, July 30, 2015
Pehli pehli baar mohabbat ki hai - 2
Kuch na samajh mein aaye main kya karoon
Ishq ne meri aisi haalat ki hai - 2
Kuch na samajh mein aaye main kya karoon
Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein aaye main kya karoon
Ishq ne meri aisi haalat ki hai
Kuch na samajh mein aaye main kya karoon
Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein aaye main kya karoon

Mera haal boora hai lekin tum kaisi ho likhna
Mera chodo jaan apna khayal tum rakhna
Kore kagaz pe maine saara armaan nikala
Mere iss dil mein jo kuch tha
Khat mein sabh likh dalaa

Pehli pehli baar shararat ki hai - 2
Kuch na samajh mein aaye main kya karoon
Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein aaye main kya karoon

Mithun Rahman on Sunday, August 16, 2015
My Beloved, This Heart Of Mine
Wrote From Night To Morning, Morning To Evening
You Have Made Me So Restless
I Have Written This Letter To Your Name
I Have Loved For The Very First Time
I Don't Understand Anything, What Should I Do
Love Has Brought Me To This State (of Mind)
I Don't Understand Anything, What Should I Do

Haman610 on Tuesday, September 14, 2010
I just loveeeee this song!!!! Amazing. People are sooooooo lucky if they get to spend the the life who they loved. i wish i was one of the luckiest person but i guess God have something else for me.

ricky264u on Monday, March 14, 2011
Best video Quality of 90's on youtube i have seen ever...! Best song n Awesome singing by Respected Alka Yagnik and Kumar Sanu.! And Also Music By Great Music Directors :- Nadeem Shravan.!

View all 602 comments related to song Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai - पहली पहली बार मोहब्बत की है


Film cast: Sanjay Kapoor, Priya Gill, Mohnish Behl, Johny Lever, Tej Sapru, Shobha Khote, Kader Khan, Jackie Shroff, Salman Khan, Sushmita Sen, Gurdas Mann, Simran, Ajit Vachchani, Shagufta Ali
Singer: Alka Yagnik, Ameen Sayani, Anuradha Paudwal, Farid Sabri, Gurdas Mann, Hariharan, Kumar Sanu, Udit Narayan
Lyricist: Sameer
Music Director: Nadeem Saifee, Shravan
Film Director: Ahathian
Film Producer: Boney Kapoor
External Links: Sirf Tum at IMDB    Sirf Tum at Wikipedia

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Abhimaan (1973)
Abhimaan (1973)
Tum Haseen Main Jawan (1970)
Tum Haseen Main Jawan (1970)
Maang Bharo Sajna (1980)
Maang Bharo Sajna (1980)
Sharafat (1970)
Sharafat (1970)
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy