Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Yahudi Ki Ladki
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.56 - 39 votes
Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal, Munirbai, Ratanbai, Radha Rani
Ghazals
Video of the song from youtube

Lyrics of Nuktaachin Hai Gam E Dil Usako Sunaaye Na Bane (K L Saigal) - नुक्ताचीं है, ग़म-ए-दिल उसको सुनाये न बने

nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye na bane
kya bane baat jahaan baat banaaye na bane
kya bane baat jahaan baat banaaye na bane

mai bulata to hu usko magar ai jazbaa-e-dil
mai bulata to hu usko magar ai jazbaa-e-dil
us pe ban jaaye kuchh aisi
us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye

bojh wo sar pe gira
bojh wo sar se gira hai, ki uthaaye na uthe
kaam wo aan pada hai ke banaaye na bane
kaam wo aan pada hai ke banaaye na bane
nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye

ishq par zor nahi
ishq par zor nahi hai ye vo aatish gaalib
ke lagaaye na lage
ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
nuktaachi hai, gam-e-dil usko sunaaye


lyrics of song Nuktaachin Hai Gam E Dil Usako Sunaaye Na Bane (K L Saigal)

Comments for lyrics of song "Nuktaachin Hai Gam E Dil Usako Sunaaye Na Bane (K L Saigal)"
hira1ft on Monday, August 08, 2011
Many thanks to Kpm5866, for giving us this unique and extraordinary ghazal from the most loved and greatest Urdu poet/shair Mirza Assadullah Khan Ghalib, no match to his genious YET.
Hope to hear more about those classical Indian poets.

himsingz on Wednesday, September 15, 2010
@sudarshandatta Absolutely agree with you. Saigal and Surraiya gave the
best renditions of this classic Ghalib ghazal. Saigal in 'gayaki' style,
and Surraiya in her straightforward simple style. Both were so expressive..

buttegowda on Monday, August 31, 2009
Yahudi Ki Ladki prints are not there in any archives ... how sad . long
time ago these movies were destroyed either in fire accident or they were
disolved in some solvent to extract silver ...

Sudarshan Datta on Wednesday, June 09, 2010
Two of the best, 'Nukta-chi-hai Game -dil'. In khuli gazal version Saigal
is unparalled. The other is of course Suraiya, herself live at her best in
the unforgettable Mirza Galib the historic movie by Sohrab Modi

Kamal Dubey on Sunday, February 20, 2011
इश्क़ पर ज़ोर नही है ये वो आतिश गालिब कि लगाये न लगे और बुझाये न बने

View all 13 comments related to song Nuktaachin Hai Gam E Dil Usako Sunaaye Na Bane (K L Saigal) - नुक्ताचीं है, ग़म-ए-दिल उसको सुनाये न बने


Film cast: K L Sehgal, Ratan Bai, Tara, Ghulam, Mohd Nawab, Kumar, Hamid, Radharani, Phari Sanyal, Nemo
Singer: Kundan Lal Saigal
Lyricist: Agha Hashar Kashmiri , Mirza Ghalib
Music Director: Pankaj Mullick
Film Director: P Attorny
External Links: Yahudi Ki Ladki at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy