|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Mujhko Maar Gaya - मुझको मार गया dil kehta hai chum lun aake
dil kehta hai chum lun aake tere kaan ka jhumka
mujhko maar gaya tera thumka
mujhko maar gaya tera thumka
dil kehta hai chum lun aake
dil kehta hai chum lun aake tere kaan ka jhumka
mujhko maar gaya tera thumka
mujhko maar gaya tera thumka
dhalka dhalka laal dupatta uspe kurta dhila
dhalka dhalka laal dupatta uspe kurta dhila
nas nas me jaagi hai masti joban hai rangila
dariya jaisi chadhi jawani dariya jaisi chadhi jawani
hosh nahi ab tumka
mujhko maar gaya tera thumka
mujhko maar gaya tera thumka
jabse dekha tujhko ban baitha tera deewana
jabse dekha tujhko ban baitha tera deewana
achhi baat nahi hai sachhe premi ko tadpana
ruth ke na ja kudiye aaja
ruth ke na ja kudiye aaja hath pakad balam ka
mujhko maar gaya tera thumka
mujhko maar gaya tera thumka
dil kehta hai chum lun aake
dil kehta hai chum lun aake tere kaan ka jhumka
mujhko maar gaya tera thumka
mujhko maar gaya tera thumka
Sar Utha Ke Jiyo |
Film cast: | Naseeruddin Shah, Madhoo, Raza Murad, Smita Jaykar, Kiran Kumar, Gulshan Grover, Laxmikant Berde, Mohan Joshi, Arjun, Veeru Devgan, Ayesha Jhulka, Salman Khan, Suniel Shetty, Umesh Mehra | Film Director: | Sikander Bharti | Film Producer: | Monika Padhal | External Links: | Sar Utha Ke Jiyo at IMDB Sar Utha Ke Jiyo at Wikipedia | Watch Full Movie: | Sar Utha Ke Jiyo at YouTube |
|
|
|
|
|