Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aap Aye Bahaar Ayee
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mujhe Teri Mohabbat Ka
4.09 - 80 votes
Rajendra Kumar
Sad Songs
Video of the song from youtube

Average Rating : 4.09
Total Vote(s) : 80
New Voting has been disabled for some time.






Lyrics of Mujhe Teri Mohabbat Ka - मुझे तेरी मोहब्बत का

dil shaad thha ke phool
khilenge bahaar mein
maaraa gaya gareeb,
isee aitbaar mein
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
agar toofaan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
agar toofaan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

na thha manzoor qismet ko
na thhi marzi bahaaron ki
nahin to iss gulistaan mein
nahin to iss gulistaan mein
kamee thhi kyaa nazaaron ki
meri nazron ko bhi
koyee nazaaraa mil gaya hota
agar toofan nahin aatha,
kinaaraa mil gayaa hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

khushi se apni aankhon ko
main ashqon se bhigo leta
mere badley tu hans leti
mere badley tu hans leti
tere badley main ro letaa
mujhe ai kaash
tera dard saaraa mil gayaa hota
agar toofan nahin aata ,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

mili hai chaandni jinko
ye unki apni qismet hai
mujhe apne muqaddar pe
mujhe apne muqaddar pe
fakhat itni shiqaqyat hai
mujhe toota hua koyee
sitaaraa mil gaya hota
agar toofan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka saharaa mil gaya hota


lyrics of song Mujhe Teri Mohabbat Ka

Comments for lyrics of song "Mujhe Teri Mohabbat Ka"
ginakaurdhillon on Monday, January 31, 2011
This is the best and most complete version of the song I've been able to
find on YouTube. Too many uploaders try to be producers by dicking around
with all sorts of remixes. The result usually is a total mess and totally
destroys the beauty of the original. Nothing wrong with trying to improve
the sound of the original - many of these great songs unfortunately do not
have their master studio tapes still existing - but it requires patience,
skill and the right software.

ShabanaAzim on Monday, October 26, 2009
My ULTIMATE Song! Mohd Rafi is Amazing, and Lata compliments his great
voice! Mohd Rafi... The greatest singer that ever lived! SO much pain in
his voice, he will rule forever!

labeeb241 on Thursday, November 05, 2009
The way Rafi sb. started this song thrills your whole body with rush of
blood and emotions.. and little tears in your eyes. whether u been in
this situation or not.

sumalyaghosh13 on Monday, December 20, 2010
mohabbat jisne kiya usne jaana
mohabbat ke ahesaas o ko maana
chaahe duniya ho mohabbat ki dusman
koi bhi taakat na rok saka unko
chahe wo ho toofan yah khud bhagwan

martin garcia on Monday, October 26, 2009
i agree shabanaAzim. i get the chills when i hear mohd rafi. to say that he
was the greatest of all time is still not enough. words can not explain, i
wish i was alive when he was, iam 30 and i thank my father for introducing
me to the greatest era in hindi cinema.

View all 44 comments related to song Mujhe Teri Mohabbat Ka - मुझे तेरी मोहब्बत का


Film cast: Rajendra Kumar, Sadhana, Mumtaz Begum, Prem Chopra, Rajendra Nath, Meena T, Raj Mehra, Kamal Deep, Subhash, Bobby, Sarita Devi, Uma Khosla, Madhu Apte, Surinder, Prem Kumar, Raaj Kumar, Shaikh
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Hemlata
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: Mohan Kumar
Film Producer: Mohan Kumar
External Links: Aap Aye Bahaar Ayee at IMDB    Aap Aye Bahaar Ayee at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy