Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mr John Yaa Baabaa Khaan, Jo Koi Dekhe Meraa Jalawaa - मिस्टर जॉन या बाबा खान, जो कोई देखे मेरा जलवा
mr john ya baba khan ya lala roshandaan
mr john, baba khan ya lala roshandaan
jo koyi dekhe mera jalwa ho jaaye qurbaan
mr john, baba khan ya lala roshandaan
jo koyi dekhe mera jalwa ho jaaye qurbaan
ya qurbaan, ya qurbaan, ya qurbaan
mr john, baba khan ya lala roshandaan
jhum ke barse baadal mai jo zulfe apni kholu
jhum ke barse baadal mai jo zulfe apni kholu
duniya samajhe moti barse mai jo kuchh bhi bolu
karu jo ek ishara jhuke zamaana saara
mere aage bichhte jaaye dilawaale naadaan
mr john, baba khan ya lala roshandaan
jo koyi dekhe mera jalwa ho jaaye qurbaan
mr john, ya ho mr john
ya ho baba khan, ya ho baba khan
ya ho mr john, ya ho mr john
ya lala roshandaan
meri khaatir duniya kya-kya bharati hai bahrup
meri khaatir duniya kya-kya bharati hai bahrup
meri nazar se par nahi chhupta kisi kaa asli rup
zara si aankh dabaau to duniya ko bharmaau
ek nazar me bech ke rakh du mai sau-sau insaan
ya qurbaan, ya qurbaan, ya qurbaan, ya qurbaan
mr john, baba khan ya lala roshandaan
jo koyi dekhe mera jalwa ho jaaye qurbaan
mr john, ya ho mr john
ya ho baba khaan, ya ho baba khaan
ya ho mr john, ya ho mr john
ya lala roshandaan
Comments for lyrics of song "Mr John Yaa Baabaa Khaan, Jo Koi Dekhe Meraa Jalawaa"
Abdullah Jam on Monday, May 13, 2013 this beautiful number reminds us of Helenji's mera naam chin chin choo. It
also reminds us of all the beautiful people behind the curtain mainly C.
Ramchandraji, Asha, Rajendra Krishnaji, & all the musicians.I remember my
childhood,when in streets we danced singing such songs.during festivals..
Rajinder Nayar on Friday, October 23, 2015 Kya baat hai itna khoobsoorat gaana sun ke kabhi dil nahi bharta gaane ke
bol bar bar gungunane ko dil karta hai oos waqt ke geetkar aur sangeetkar
bhi kamaal ke the songs main bahut variety thi Aaj ki filmo main aisa bahut
kam milta hai Jai ho
nardnardn on Thursday, January 05, 2012 A very peppy number. Helen dances well, to CR's music. Asha sings well
too. Thanks.
Pradeep Gupta on Saturday, November 07, 2015 AAJ KE SAMAY KE LIYE :- KUCHH TO SOCHE HUMLOG HUM SUB EK HAI
sreenjoylive on Tuesday, February 28, 2012 cant believe this is helen!! so long bak!!...awesome dance...