Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kanyadan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.41 - 86 votes
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti - मेरी ज़िन्दगी में आते तो कुछ और बात होती

unki zulfe unke chehre se hataa saktaa nahi
dil ki betaabi kisi surat chhupaa sakataa nahi
kitni dilkash hai mohabbat ki javaan majaburiyaan
saamne mazil hai aur paanv badhaa saktaa nahi

meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
o kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
ye nasib jagmagaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti

kai baar mil chuki hai ye hasi-hasi nigaahe
kai baar mil chuki hai ye hasi-hasi nigaahe
vo hi bekrariya hai na mili khushi ki raahe
mere dil se dil milaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti

mujhe kyaa garaz kisi se hanse phul yaa sitaare
mujhe kyaa garaz kisi se hanse phul yaa sitaare
hai meri nazar me phike ye javaan-javaan nazaare
agar aap muskaraate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti

ye khushi rahe salaamat yun hi jashn ho suhaanaa
ye khushi rahe salaamat yun hi jashn ho suhaanaa
jise sun rahi hai duniyaa mere dil kaa hai taraanaa
mere saath tum bhi gaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
ye nasib jagmagaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti


lyrics of song Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti

Comments for lyrics of song "Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti"
RealMusicKing on Monday, December 20, 2010
Hello Yuan and thank you. I think this song is a wasteage of recording and filming. This tune also is not that great. It's a poetic tune used in Mushaira's (gathering of poets).

Ajay Bhuta on Thursday, April 30, 2015
One of My favourit Rafi saheb's song Meri Jindgi Kaun Aate woh Ek soch ne
Ki Bat Hai Jis se Ye Naseeb Jagmate To Kuch Aur Bat HOTI Thanks

muhammad kamran on Sunday, May 25, 2014
kitni dilkush ha mohbat ki jawan majboorian samany manzil hai or paoon
barha nai sakta. Rafi sb kya baat hai app ki. very nice song

Rajesh Menon on Tuesday, May 22, 2012
what a rendition...every single line demands a 'wah'...I paused at 'tho
kuch aur baath hote' at 2:39 - 2:44 and picked that one..because I am too
confused already which one to go for, for the ultimate 'wah'

Sonia Thind on Thursday, October 14, 2010
beautiful songs, nice movie, favourite actor n actress, hats off to
oldies...n many thx to Mahagedara2 for posting it on youtube...lov u

View all 22 comments related to song Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti - मेरी ज़िन्दगी में आते तो कुछ और बात होती


Film cast: Shashi Kapoor, Asha Parekh, Sayeeda Khan, Om Parkesh, Dilip Raj, Achla Sachdev, Birbal, Bela Bose, Chandra Shekhar, Meena T, Tun Tun, Laxmi
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
Lyricist: Neeraj, Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Mohan Sehgal
External Links: Kanyadan at IMDB    
Watch Full Movie: Kanyadan at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy