Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mere Bichhade Saathi Sunata Ja Mere Geet Hai Tere Liye - मेरे बिछड़े साथी सुनता जा मेरे गीत हैं तेरे लिए
mere bichade sathi sunta ja
mere geet hai tere liye
mere bichade sathi sunta ja
mere geet hai tere liye
mere bichade sathi sunta ja
kal jo lagi thi tere gale se
aj wo virahan path me padi hai
pawo ke niche jalti hai dharti
sar pe viraha ki dhup khadi hai
mere bichade sathi sunta ja
mere geet hai tere liye
mere bichade sathi sunta ja
deepak se lo dur ho jaise
jaise kiran suraj se parayi
dekhe na hongi jag me sawriya
aisi mile hai mujhko judayi
mere bichade sathi sunta ja
mere geet hai tere liye
mere bichade sathi sunta ja
pyar sahara tha jiwan ka
pyar hi mujhko ras na aaya
ab hai bhatkana galiyo galiyo
sath liye apni hi chhaya
mere bichade sathi sunta ja
mere geet hai tere liye
mere bichade sathi sunta ja
Comments for lyrics of song "Mere Bichhade Saathi Sunata Ja Mere Geet Hai Tere Liye"
Indu Puri on Wednesday, October 15, 2014 ohhhh! kitna pyara geet hai !
kal jo lagi thi tere gale se
aj wo virahan path me padi hai
pawo ke niche jalti hai dharti
sar pe viraha ki dhup khadi hai... jaise..fir
koi Meera tadap uthi hai apne Saanware ke liye...haan wahi tadap hai
isme
Sameer Kale on Tuesday, August 18, 2015 O!what a melodious song! _kitna madhur lagata hai sunane me madan mohanji
jaisi dhune aaj kyu nahi banti . itne saal hone ke baad bhi unke
compositions ka sweetnesskam nahi hota. Madam mohanji ko sadar pranam
Geeth Ranga (geet) on Thursday, January 29, 2015 This song melody is composed by raag Nat Bhairav
Amrik Singh on Monday, November 10, 2014 ...Thanks for this great upload.
Shahid Ullah on Saturday, February 09, 2013 HEART TOUCHING SONG. SHAHID NEW DELHI