|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai - मौत से क्या डरना उसे तो आना है maut se kya darna kya darna kya darna
maut se kya darna use to aana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna use to aana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna
sawan bhado basant patjhad
rituye aani jani hai
kasme wade pyar wafa ki
rasme badi purani hai
sawan bhado basant patjhad
rituye aani jani hai
kasme wade pyar wafa ki
rasme badi purani hai
rasme badi purani hai
kya jina kya marna dil diwana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna
aaj mujhe kuch aur nahi
bas tumse itna kahna hai
tum mere ho mere liye hi
tumhe salamat rahna hai
aaj mujhe kuch aur nahi
bas tumse itna kahna hai
tum mere ho mere liye hi
tumhe salamat rahna hai
tumhe salamat rahna hai
mar jaungi barna maut bhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna
dil kitna najak hai mera
dekho ye dil tute na
sath jiyenge sath marenge
sath hmara chhute na
sath hmara chhute na
dil me dhiraj dharna hmne jana hai
do din ki hai zindagi
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna
|
Comments for lyrics of song "Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai" |
|
kuldeep singhcheema cheema on Saturday, November 20, 2010 Zindgi 2din ki he 1din tumhare haq me 1din tumhare khilf jb tumhare hak me
ho us din gurur n krna or jb tumhare khilaf us din sabar kar lena
duaa01 on Sunday, February 13, 2011 great song with great poetry&voice.specially lata ji voice from 253..to 355
no one can compete with lata ji.
Deepak Mishra on Tuesday, August 25, 2009 movie is patthar ke phool
|
Patthar Ke Phool |
Film cast: | Salman Khan, Raveena Tandon, Vinod Mehra, Dinesh Hingoo, Manohar Singh, Kiran Kumar, Reema Lagoo, Goga Kapoor, Viveck Vaswani, Deep Dhillon, Gavin Packard | Singer: | Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Manhar Udhas, S.P. Balasubramaniam, Poornima | Lyricist: | Dev Kohli, Rawinder Rawal | Music Director: | Ram Lakshman | Film Director: | Anant Balani | Film Producer: | G P Sippy, Viveck Vaswani | External Links: | Patthar Ke Phool at IMDB Patthar Ke Phool at Wikipedia | Watch Full Movie: | Patthar Ke Phool at YouTube |
|
|
|
|
|