Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Geetnuma (Pankaj Udhas)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 2 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Lyrics of Majnu Bhi Khaireeyat Se Hai - मजनू भी खैरियत से है लैला मजे में है

majnu bhi khairiyat se hai, laila maze me hain
majnu bhi khairiyat se hai, laila maze me hain
ek tum mere na ho sake, duniya maze me hain
duniya maze me hain
majnu bhi khairiyat se hai, laila maze me hain

gaalon ko chumana, kabhi zulfon ko chhedna
gaalon ko chumana, kabhi zulfon ko chhedna
gaalon ko chumana, kabhi zulfon ko chhedna
kabhi zulfon ko chhedna
humse to ye hawao ka, jhonka maze me hain
humse to ye hawao ka, jhonka maze me hain
ek tum mere na ho sake, duniya maze me hain
duniya maze me hain
majnu bhi khairiyat se hai, laila maze me hain

mausam tumhare husn ke
masti shabaab ki masti shabaab ki
mausam tumhare husn ke
masti shabaab ki masti shabaab ki
mausam tumhare husn ke
masti shabaab ki masti shabaab ki
rehate ho jisme tum, wo ilaaka maze hain
rehate ho jisme tum, wo ilaaka maze hain
ek tum mere na ho sake, duniya maze me hain
duniya maze me hain
majnu bhi khairiyat se hai, laila maze me hain

aye khush nasib chand ki, matwali chandani
aye khush nasib chand ki, matwali chandani
aye khush nasib chand ki, matwali chandani
matwaali chaandani
tujhse ye kehana ishq ka, maara maze me hain
tujhse ye kehana ishq ka, maara maze me hain
ek tum mere na ho sake, duniya maze me hain
duniya maze me hain
majnu bhi khairiyat se hai, laila maze me hain


lyrics of song Majnu Bhi Khaireeyat Se Hai

Comments for lyrics of song "Majnu Bhi Khaireeyat Se Hai"
kamran khaliq on Wednesday, October 15, 2014
remind me my old days, during 1992 Basant festival in Lahore we played
these songs on our roof while kiting. Thanks for uploading

Pareed Pekuzhy on Thursday, December 19, 2013
jeb me bheemar me rehtahe me gazal sunttahe jebhi me gazal sunttahe mera
bheemar chala jattahe

Pareed Pekuzhy on Thursday, December 19, 2013
are wwwwwwwwwwha



Singer: Pankaj Udhas
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy