Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bambai Ki Billi
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.29 - 7 votes
Masti Bhare Geet
Video of the song from youtube

Lyrics of Mai Bagho Ki Morni Jab Nachu - मैं बागों की मोरनी जब नाचू

jab jab mori payal baje logan ka dil dhadke
dekh ke more chal balva ke man me bijuriya kadke

mai bago ki morni jab nachu ta ta thaiya
dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya
haye ri mori maiya
mai bago ki morni jab nachu ta ta taiya
dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya
haye ri mori maiya

nain katile aur suratiya sanwari
nain katile aur suratiya sanwari
ho gayi mai to dekh ye duniya banwari
ho gayi mai to dekh ye duniya banwari
unki batiya jahar bari hai jaise koi tatiya
dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya
haye ri mori maiya

chanda bhi sarmaye hai mere roop se
chanda bhi sarmaye hai mere roop se
raat bhi din ban jaye badan ki dhoop se
haye raat bhi din ban jaye badan ki dhoop se
jin raste se cham cham jau take mujhe sipaiya
dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya
haye ri mori maiya
tu bagho ki morni jab nache ta ta taiya
dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya
haye ri mori maiya hoye

bal ye kale pyar se pale naag hai
bal ye kale pyar se pale naag hai
hath bada ke chu le na lena aag hai
hath bada ke chu le na lena aag hai
man ki been bajau jab jab jhume prem kanhaiya
dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya
haye ri mori maiya


lyrics of song Mai Bagho Ki Morni Jab Nachu

Comments for lyrics of song "Mai Bagho Ki Morni Jab Nachu"
TheDeepakp on Monday, January 27, 2014
The star cast includes Sudhir, Kum Kum, Mukri, Hiralaal, Nazima, Uma Dutt,
Pal Sharma, Shakeel Nomani, Tuntun, Babu Raje, Sagar, Chandabai, Shri
Bhagwan, Wajid Khan, Nazir Kashmiri, Bagla, Narayan, Jalejar, Ajit,
Balaram, Dinsha, Bachchu Bhai, Andaleep, Jilani, Ashalata.



Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Geeta Dutt
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Khayyam
External Links: Bambai Ki Billi at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy