Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Maar Sutiya Maar Sutiya
hoye maar sutiya maar sutiya
hoye balle balle naina yaar ke
hoye maar sutiya maar sutiya
hoye balle balle naina yaar ke
jaise chalti kataar ho rahi dil ke paar
hyy maar sutiya maar sutiya
balle balle naina yaar ke
yaar ke
aankh jo teri diwani , kahe usko maare jani
are baaj teri payal ho ke teri ghayal chod tohe jaungi kaha
ab tujhe baware kaun samjhaye re maan ja piya hoye hoye
maar sutiya maar sutiya
hyy maar sutiya maar sutiya
balle balle naina yaar ke
yaar ke
mai giri asaiyan raja tham le tu mohe aaja
are tut gya gajra re chut gya kajra re
dekho halat meri soniya
oh salone piya kahe maage jiya
maan ja jalima
hoye hoye hoye
maar sutiya maar sutiya
hoye balle balle naina yaar ke
jaise chalti kataar ho rahi dil ke paar
hyy maar sutiya maar sutiya
balle balle naina yaar ke
yaar ke