|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Loha - लोहा sidha sadha har insan hota hai wo phul saman
sidha sadha har insan hota hai wo phul saman
insaniyat ke dusman dete hai itna dhokha
dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha
loha loha loha loha
wo katil hasta hai ye ghayal rota hai
sada nirdosho par hi jurm kyu hota hai
chale na jab sachai paisa banta hai iman
neki insan ke andar jag jata hai shaitan
kanun se insan ka jab uth jata hai bharosa
dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha
loha loha loha loha
kachahri kaha gayi thi kaha kanun tha khoya
sitam insan pe hua jab kaha bhagwan tha soya
najar ke samne jiski dunia lut jaye
uski jalti aankho me khoon kyu utar na aaye
badle ki aag bhadki jo us aag ko kisne roka
dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha
loha loha loha loha
julm ka namo nishan na hoga dharti par
aaj hum nikle hai kafan bandhe sar par
mile nafrat jisko pyar wo kya dega
ek jaa ke badle jaha ko mita dega
dil ki adalat ka hota hai har insaf anokha
dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha
loha loha loha loha
sidha sadha har insan hota hai wo phul saman
insaniyat ke dusman dete hai itna dokha
dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha
loha loha loha loha
|
Comments for lyrics of song "Loha" |
|
Born Red on Friday, January 31, 2014 Great Song and Film.
|
Insaniyat Ke Dushman |
Film cast: | Dharmendra, Shatrughan Sinha, Anita Raaj, Dimple Kapadia, Raj Babbar, Sumeet Sehgal, Shakti Kapoor, Aruna Irani, Vikas Anand, Abhi Bhattacharya, Urmila Bhatt, Iftekhar, Jankidas, Pinchoo Kapoor, Paintal, Smita Patil, Gurubachan Singh | Singer: | Asha Bhosle, Suresh Wadkar, Shabbir Kumar | Lyricist: | Indeevar | Music Director: | Anu Malik | Film Director: | Rajkumar Kohli | External Links: | Insaniyat Ke Dushman at IMDB Insaniyat Ke Dushman at Wikipedia | Watch Full Movie: | Insaniyat Ke Dushman at YouTube |
|
|
|
|
|