Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Likh Kar Tera Naam Zameen Par - लिख कर तेरा नाम जमी पर
kehna ek diwana ek diwana, teri yaad me aahe barta hai
yaad me aahe barta hai
likhkar tera naam jami par, usko sajde karta hai
usko sajde karta hai
likhkar tera naam jami par, usko sajde karta hai
kak gire bhag khak basar, phirta hai suni raho me
phirta hai suni raho me
sayo ko lipta hai, aur laila laila karta hai
laila laila karta hai
likhkar tera naam jami par, usko sajde karta hai
usko sajde karta hai
teri ek jhalak ke khatir, jaan ankho me ataki hai
jaan ankho me ataki hai
ji ka aisa haal hua hai, jita hai naa marta hai
jita hai naa marta hai
likhkar tera naam jami par, usko sajde karta hai
usko sajde karta hai
khud ko bhul gaya hai, lekin teri yaad nahi bhula
teri yaad nahi bhula
dil ke jitne jakham hai unpe, tera hi aks ubarta hai
tera hi aks ubarta hai
likhkar tera naam jami par
likhkar tera naam jami par, usko sajde karta hai
usko sajde karta hai
sayo ko liptata hai aur, laila laila karta hai
laila laila karta hai
kehna mere diwane se, kehna mere diwane se
laila teri amanat hai, laila teri amanat hai
teri baho me dham degi, tu jiska dham barta hai
tu jiska dham barta hai
dil ke jitne jakham hai unpe, tera hi aks ubarta hai
tera hi aks ubarta hai
sadke jaau is kasid par, jis se ye paigam mila
jis se ye paigam mila
mera katil mera masiha, ab bhi mujhpar marta hai
ab bhi mujhpar marta hai
mera katil mera masiha, mera masiha mera katil
ab bhi mujhpar marta hai, ab bhi mujhpar marta hai
laila o laila laila laila
Comments for lyrics of song "Likh Kar Tera Naam Zameen Par"
Waheed Shirzay on Tuesday, January 07, 2014 Rafi embarrasses Lata with his strong dominance in this song. This movie
songs proved that Rafi Saab will always remain number one.
At the end of the song Rafi Saab goes high and believe me that will vibrate
everyone's feeling
Maqsood Ahmad OBE MBA MA on Wednesday, June 04, 2014 superb lyrics, superb singers and superb song... wah muhammed Rafi saab
wah, you are being missed. Lataji has never found a singing partner as good
as you after Allah had taken you from this world. May Allah bless you.
Rafi Habib on Sunday, March 25, 2012 does anyone know, who sung the alaap 'laila' at the end? sometimes i feel
it is Rafi sahab n sometimes i fel it is someone else. if anybody has
authentic information then please write it here.
Waheed Shirzay on Sunday, April 17, 2011 what a great singing by mohd rafi saab.. tears the heart apart with this
singing. at the end of the song he did something which made me cry. love
your songs rafi saab. great upload
SweetAaisha on Sunday, May 08, 2011 MashaAllah such a GORGEOUS voice of Mohammed Rafi Sahab Jee, My Allah Pak grant them a palce in Jannat-ul-Firdous, Ameen.
Chaak gairebaan Khaakh basar, phirta hey sooni raaho mey
Saiyo ko lipata hey aur Laila Laila karta hey
Khudko bhool gaya hey lekin teri yaad nahi bhola,
Dil ke jitney zakham hey un mey tera hee aks ubharhta hey
This song is so full of pain, which goes straight to the heart of a True Aashiq. It brings tears to my eyes evrytime i listen to it. I LOVE IT SO MUCH