|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Tere Chehre Se Nazar Nahi Hatti Kya Kare Kya Kare - तेरे चेहरे से नज़र नही हटती क्या करे क्या करे i do ishq only tumse
i do ishq ishq only tumse tumse tumse
i do ishq only tumse
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
bin tere raat nahi katti kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujhti kya kare kya kare
ham na deewane ho jaye aankho ki galiyo me kho jaye
teere nazar na mujhpe chalao jao ji jao yu na banao
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
iski ada pe ham mar mite hai ispe fida hai isko nahi hai pata
le jayenge ham isko utha ke apna banake aayega phir to maja
idiot ka matlab batayenge kadmo me usko jhukayenge
deewanagi na mujhko dikhao yu na kahani apni sunao
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
ziddi badi hai ruthi khadi hai
kya gulchhadi hai rehti hai hamse khafa
hey shola dhali hai kuch manchali hai
yeh diljali hai isme nasha hi nasha
kya kya bahane banati hai deewano ka dil jalati hai
main hu sharara daman bachao tum ishq me na khud ko jalao
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
bin tere raat nahi katti kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujhti kya kare kya kare
ham na deewane ho jaye aankho ki galiyo me kho jaye
teere nazar na mujhpe chalao jao ji jao yu na banao
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
bin tere raat nahi katati kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujhhti kya kare kya kare
Aatma |
Film cast: | Kapil Jhaveri, Sadashiv Amrapurkar, Neha, Amriena (Miss Chandigarh), Deep Dhillon, Usha Bachani, Mukesh Tiwari, Yatin Karyekar, Sikandar Kharbanda, Rajeev Varma, Beena, Upasna Singh, Ashwin Kaushal, Dinesh Hingoo, Laila Rouass | Singer: | Asha Bhosle, Khushboo Jain, Sadhana Sargam, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Lyricist: | Ibrahim Ashq, Mukhhar, Rakesh Mehra, Sameer, Taabhish Romani | Music Director: | Anu Malik, J. Gopal Prasad, Anchal Talesara, P. Sameer | Film Director: | Deepak Ramsay | Film Producer: | Tulsi Ramsay | External Links: | Aatma at IMDB | Watch Full Movie: | Aatma at YouTube |
|
|
|
|
|