Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Khushiya Aur Gam Sehti Hai - खुशिया और गम सहती है
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
apni kabhi to kabhi ajanabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
khamoshiyo ki dhimi sada hai
ye zindagi to rab ki dua hai
chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
ehsas ki hai khushbhu mehki hawa hai
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
mann se kaho tum, mann ki suno tum
mann meet koi mann ka chuno tum
kuch bhi kahegi duniya, duniya ki chodo
palko me sajake jhilmil sapne buno tum
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
apni kabhi to kabhi ajnabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
Comments for lyrics of song "Khushiya Aur Gam Sehti Hai"
khatpattia on Wednesday, May 27, 2009 MANN se kaho tum
MANN se suno tum
MANNmeet koi
MANN ka chuno tum
Kuch bhi kahe gi duniya, duniya ki chohroo
Pelkon mein such ke jhilmil sapne buno tum.
Yeh poet loog bhi kahaan baith ker sochte hain yar.
Immaculate use of spectecular words
sturdyone111 on Saturday, December 24, 2011 very true... khushiyan aur gham sehti hai, fir bhi yeh chup rehti hai... :)
:'( :) mixed feelings! Lyricist must have faced many types of experiences
in life... Very true to life...!
egergtertert on Wednesday, April 15, 2009 Sanjeev Darshan the music director of this song is a chor - or a theif - an
intelligent one at that - the tune is originally from Paul Cardall - song
Danza Del Amor!
jamrah03 on Tuesday, April 28, 2009 Sedih betul dengar lagu ni, menitis airmata ku bersama kisah yang dipaparkan tadi begitu menyentuh perasaan
laraeisha on Saturday, October 09, 2010 this movie really 2 best..
n this song is the best...
this movie is sad at the end...