Enter Search Text

Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Pyar ki Jeet
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.67 - 3 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kabhi Panghat Pe Aa Jaa - कभी पनघट पे आ जा, कभी पनघट पे आ जा

kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja

jise chaahu main paani pila du, main paani pila du
jise chaahu main paani pila du, main paani pila du
use duniya ka sab kuchh bhula du, main sab kuchh bhula du
use duniya ka sab kuchh bhula du, main sab kuchh bhula du
tere hosh bhi ganva du
tere hosh bhi ganva du zara nain to mila ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja

meri gagri se pi le jo paani, meri gagri se pi le jo paani
aa ke jaye na uski jawaani, aa ke jaye na uski jawaani
paani pine ke bahaane
paani pine ke bahaane dil ki pyas to bujha ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja

tere liye main panghat pe aau, tere liye main panghat pe aau
paniya bharan ka bahana banau, paniya bharan ka bahana banau
kahi dekhe na zamaana
kahi dekhe na zamaana raaja chori chori aaja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja

lyrics of song Kabhi Panghat Pe Aa Jaa

Comments for lyrics of song "Kabhi Panghat Pe Aa Jaa"
TheDeepakp on Tuesday, February 25, 2014
FILM: "PYAR KI JEET" - 1948.
Film cast: Rehman, Suraiya, Raj Mehra, Gope, Pratima Devi, Ram Avtar
Singer: Mohammed Rafi, Suraiya, Meena Kapoor, Surinder Kaur, Ram Kamlani
Lyricist: Rajendra Krishan, Qamar Jalalabadi
Music Director: Husnlal, Bhagatram
Film Director: O P Dutta

External Links: Pyar ki Jeet at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy