|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Jawaani Ki Kahani Bhi Ajeeb Hai - जवानी की कहानी भी अज़ीब है jawani ki kahani bhi azib hai jawani ki kahani bhi azib hai
wahi jane jo iske karib hai jawani ki haye haye
jawani ki kahani bhi azib hai
jab laga solhwa to ho gaya kamal
angdayi aane lagi hua bura hal
ankhiya gulbai hui gore hue gal
hoth bina surkhi ke hue lal lal
jawani ki kasam hairan ho gayi
sabki najar beiman ho gayi
aashiko se mai to pareshan ho gayi
kis buri ghadi me jawan ho gayi
mera har koi banta habib hai
jawani ki haye haye jawani ki kahani bhi azib hai
koi mujhe dekh ke rumal fekta
sitiya bajake koi mal fekta
pyar ke sunhare koi jal fekta
jo bhi fekta hai wo kamal fekta
har koi ek hi sawal puchta
hai mere liye tera kya khyal puchta
aake mere pas mera hal puchta
konsa laga hai tujhe sal puchta
mil gaya mera tujhse nasib
jawani ki haye haye jawani ki kahani bhi azib hai
jawani ki kahani bhi azib hai
wahi jane jo iske karib hai
jawani ki haye haye jawani ki kahani bhi azib hai
|
Comments for lyrics of song "Jawaani Ki Kahani Bhi Ajeeb Hai" |
|
keramatullah1 on Thursday, September 30, 2010 Thanks for posting this very beautiful cabaret of Bindu. Pls keep post more on Bindu.
Emanuel Ferraz on Saturday, November 21, 2015 YA VERY NICE
|
|
|
|
|