|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Janm Janm Tumko Sanam Chaha Teri Kasam - जन्म जन्म तुमको सनम चाहा तेरी कसमjanam janam tumko sanam chaha teri kasam
tum ho mere phir tumse kahne me kya sharam
kahne me kya sharam
i love you, i love you
janam janam tumko sanam chaha teri kasam
tum ho mere phir tumse kahne me kya sharam
kahne me kya sharam
i love you, i love you
tere badan ki khushbu se mahki meri sanse hai
tere sundar sapno me dubi meri aankhe hai
tere badan ki khushbu se mahki meri sanse hai
tere sundar sapno me dubi meri aankhe hai
tumse aaj milke arman mere dil ke
hone lage javan i love you, i love you
o janam janam tumko sanam chaha teri kasam
tum ho mere phir tumse kahne me kya sharam
kahne me kya sharam
i love you, i love you
yeh mausam yeh tanhayi yeh pal kitne pyare hai
lagta hai ham do premi pyar ke do banjare hai
yeh mausam yeh tanhayi yeh pal kitne pyare hai
lagta hai ham do premi pyar ke do banjare hai
chalte aao milke milta hai jamin se
nila gagan jahan i love you, i love you
janam janam tumko sanam chaha teri kasam
tum ho mere phir tumse kahne me kya sharam
kahne me kya sharam
i love you, i love you
tumse najar takrate hi maine toh pahchan liya
bin puchhe hi pal bhar me naam tumhara jan liya
tumse najar takrate hi maine toh pahchan liya
bin puchhe hi pal bhar me naam tumhara jan liya
mere tum khuda ho dilbar dilruba ho
sab kuchh ho jane jan i love you, i love you
janam janam tumko sanam chaha teri kasam
tum ho mere phir tumse kahne me kya sharam
kahne me kya sharam
i love you, i love you
janam janam tumko sanam chaha teri kasam
tum ho mere phir tumse kahne me kya sharam
kahne me kya sharam
i love you, i love you
|
Comments for lyrics of song "Janm Janm Tumko Sanam Chaha Teri Kasam" |
|
TheDeep0001 on Friday, June 28, 2013 Anuradha u r a gem
|
Chor Aur Chand |
Film cast: | Aditya Pancholi, Aruna Irani, Pooja Bhatt, Alok Nath, Avtar Gill, Shiva, Kiran Kumar, Anand Balraj, Ishrat Ali, Raghuveer Yadav | Singer: | Kumar Sanu, nuradha Paudwal, S.P. Balasubramaniam | Lyricist: | Ravinder Kapoor, Yogesh Gaud | Music Director: | Nikhil Vinay | Film Director: | Pawan Kaul | Film Producer: | Aditya Pancholi | External Links: | Chor Aur Chand at IMDB Chor Aur Chand at Wikipedia |
|
|
|
|
|