|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalate Hue Tan Ko - जैसे सूरज की गर्मी से जलते हुए तन कोjaise suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaye taruvar ki chhaya
aisa hi sukh mere man ko mila hai
mai jabse sharan teri aya, mere ram
bhataka hua mera man tha koi
mil na raha tha sahara
bhataka hua mera man tha koi
mil na raha tha sahara
laharo se ladati hui nav ko
jaise mil na raha ho kinara mil na raha ho kinara
us ladakhdati hui nav ko jo kisi ne kinara dikhaya
us ladakhdati hui nav ko jo kisi ne kinara dikhaya
aisa hi sukh mere man ko mila hai
mai jabse sharan teri aya, mere ram
jaise suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaye taruvar ki chhaya
shital bane aag chandan ke jaisi
raghav kripa ho jo teri
raghav kripa ho jo teri
ujiyali punam ki ho jae rate
jo thi amavas andheri, jo thi amavas andheri
yug-yug se pyasi marubhumi ne
jaise savan ka sades paya
yug-yug se pyasi marubhumi ne
jaise savan ka sades paya
aisa hi sukh mere man ko mila hai
mai jabse sharan teri aya, mere ram
jaise suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaye taruvar ki chhaya
aisa hi sukh mere man ko mila hai
mai jabse sharan teri aya, mere ram
jaise suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaye taruvar ki chhaya
jis rah ki mazil tera milan ho
us par kadam mai badhau
us par kadam mai badhau
phulo me kharo me, patjhad baharo me
mai na kabhi dagmagau, mai na kabhi dagmagau
pani ke pyase ko taqadir ne
jaise ji bhar ke amrit pilaya
pani ke pyase ko taqadir ne
jaise ji bhar ke amrit pilaya
aisa hi sukh mere man ko mila hai
mai jabse sharan teri aya, mere ram
jaise suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaye taruvar ki chhaya
aisa hi sukh mere man ko mila hai
mai jabse sharan teri aya, mere ram
jaise suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaye taruvar ki chhaya
|
Comments for lyrics of song "Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalate Hue Tan Ko" |
|
deepakamboj on Sunday, December 26, 2010 i love this song...but voice is not clear...even not able to listen..plz post it again.i want to listen it...
Sudhir Sharma on Sunday, February 20, 2011 Dear Bobbyboko, Thanks for sharing the original song with video. This song
really is " yug yug se pyasi marubhumi ne jaise sawan ka sandesh paya" or
"pani ke oyase ko takdeer ne jaise ji bhar ke amrit pilya". Thak you again
vivedsen on Wednesday, June 10, 2009 there is another wonderful song in Parinay, a duet. Also do you have the
VCD of the movie, I m searching for this like mad. I saw this film when it
was first released in 1973 i believe, i was 7 years old then.
vivedsen on Wednesday, June 10, 2009 the other song from Parinay that I am looking for is, 'Mitwa, Mitwa, Mere
Man Mitwa, Aaja Re Aaja Re Aaja re .' Have you heard this one
Sudhir Sharma on Wednesday, October 12, 2011 Thanks bobbyboko! You fulfilled my wish. Video quality is superb. Could we
have little higher volume. But Thank you so much.
|
View all 20 comments related to song Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalate Hue Tan Ko - जैसे सूरज की गर्मी से जलते हुए तन को |
Parinay |
Film cast: | Romesh Sharma, Shabana Azmi, Asha Sachdev, Dinesh Thakur, Priti Ganguly, T P Jain | Singer: | Rajendra Mehta, Manna Dey, Vani Jairam, Sharma Brothers | Lyricist: | Ramanand Sharma, Jan Nisar Akhtar, Naqsh Lyallpuri | Music Director: | Jaidev | Film Director: | Kantilal Rathod | External Links: | Parinay at IMDB |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|