Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Paapi Pet Ka Sawaal Hai
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga
4.70 - 10 votes
Rajesh Khanna, Shatrughan Sinha
Philosophical Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga - जब दुश्मन हो गया वक्त, वक्त से लड़ना ही होगा

jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi

ye apni taqdir hai pagli
gali gali ke phere
naye naye nit khel dikhaye sabko sanjh savere
mai sadko ka raja
tu galiyo ki rani
mai sadko ka raja
tu galiyo ki rani
are mushkil hai har kadam
kadam kadam par badhna hi hoga
are mushkil hai har kadam
kadam kadam par badhna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi

tujhe nahi malum ke roti
kya kya khel dikhaye
sab kuch lut jata hai
jab ye bukh josh me aaye
koi beche izzat
aur koi imaan
koi beche izzat
aur koi imaan
are ye roti hai karz
karz to bharna hi hoga
are ye roti hai karz
karz to bharna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi

kisi ki isne ma ko cheena
kisi ka chhina pyar
kisi ke hai dono hath hai chhine
kisi ka chhina yaar
par aadam ka beta
waqt se kab hara hai
par aadam ka beta
waqt se kab hara hai
are ye jivan hai path
path path ko padhna hi hoga
are ye jivan hai path
path path ko padhna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi


lyrics of song Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga

Comments for lyrics of song "Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga"
Shobha Nivas on Monday, October 05, 2015
Amazing Kishore da

Saber Jaouad on Monday, March 02, 2015
Magnifique !



Film cast: Rajesh Khanna, Tina Munim, Jaya Prada, Shatrughan Sinha, Rati Agnihotri, Kanwaljeet Singh, Mazhar Khan, Bharat Kapoor
Singer: Kishore Kumar, Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar
Lyricist: M G Hashmat
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Sohanlal Kanwar
Film Producer: Sohanlal Kanwar
External Links: Paapi Pet Ka Sawaal Hai at IMDB    
Watch Full Movie: Paapi Pet Ka Sawaal Hai at YouTube    Paapi Pet Ka Sawaal Hai at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy