Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jata Hu Main Mujhe Ab Na Bulana - जाता हूँ मैं मुझे अब ना बुलाना
jata hu mai mujhe ab na bulana
meri yaad bhi apne dil me na lana
mera hai kya meri manzil na koi thikana
jata hu mai
pyasa tha bachpan jawani bhi meri pyasi
pichhe gamo ki gali aage udasi
pyasa tha bachpan jawani bhi meri pyasi
pichhe gamo ki gali aage udasi
ho mai tanhayi ka rahi, koi apna na begana
mujhe ab na bulana
meri yaad bhi apne dil me na lana
mera hai kya meri manzil na koi thikana
jata hu mai
mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke
khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke
mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke
khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke
ho mera jiwan bhi kya hai, adhura sa ik afasana
mujhe ab na bulana
meri yaad bhi apne dil me na lana
mera hai kya meri manzil na koi thikana
jata hu mai
tha pyar ka ik diya wo bhi bujha dala
dhundhala sa bhi kahi kyu ho ujala
tha pyar ka ik diya wo bhi bujha dala
dhundhala sa bhi kahi kyu ho ujala
ho ab un yaado se kah do, meri duniya me na aana
mujhe ab na bulana
meri yaad bhi apne dil me na lana
mera hai kya meri manzil na koi thikana
Comments for lyrics of song "Jata Hu Main Mujhe Ab Na Bulana"
Indu Puri on Wednesday, April 24, 2013 mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk
ke ho mera jiwan bhi kya hai adhura sa ik afasana.dil ko chhoo
jane wale bol aur uss pr rafi sahb ki aawaz...drd bhi jaise insani
libaas me aa gya.
rk10101 on Thursday, September 11, 2008 Beautiful composition of Roshan Sahab, lovely lyrics of Majrooh, as usual
wonderous voice of Rafi Sahab. (Only odd man is Kashinath Ghanekar the
actor.)
Surender Bhutani on Sunday, June 16, 2013 In this film Kashinath did a super role. Rafi sang this song extremely well
and he highlighted the emotions of the character in a meaningful way.
Nayan Yagnik on Monday, February 16, 2009 Actor Dr. Kashinath Ghanekar was a super Star of Marathi films. He was a
medical practiotioner, turned into actor. He died at very young age!
Ajay Arora on Saturday, December 28, 2013 In my teenage when my dad advised me to remember GOD, as every DAD does, to
at least once in a day..I WOULD HEAR RAFI SONGS.