Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Anjaana
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ke Jaan Chali Jaye, Jiya Nahi Jaye
3.69 - 382 votes
Rajendra Kumar, Babita
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Ke Jaan Chali Jaye, Jiya Nahi Jaye - के जान चली जाए, जिया नहीं जाए

karaar khoyaa mohabbat me is zamaane ne
ye baat sach hi kahi hai kisi divaane ne

ke jaan chali jaaye jiyaa nahi jaaye
jiyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye jiyaa nahi jaaye
jiyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye
ye ilzaam sar pe liyaa nahi jaaye
liyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye ho

zamaane me nahi divaana hum sa
zamaane me nahi divaana hum sa
divaana nahi ye zamaana hum sa
ye kyaa jaane ye kyaa samajhe ye baate pyaar ki
ye kyaa jaane ye kyaa samajhe ye baate pyaar ki
ke pyaar har kisi se kiya nahi jaaye
kiya jaaye to phir jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye ho

na aaye kabhi nind na aaya hai karaar
na aaye kabhi nind na aaya hai karaar
hamaari tauba hum nahi karenge pyaar
bas laao dil hamara hamko de do o sanam
bas laao dil hamara hamko de do o sanam
ye dil le ke vaapas diyaa nahi jaaye
diyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye ho

churaa ke nazre na dekho tum ye phul
churaa ke nazre na dekho tum ye phul
suno ye berukhi hume nahi kubul
yaa hum jaaye ya keh do ye bahaar chali jaaye
yaa hum jaaye ya keh do ye bahaar chali jaaye
bahaar chali jaaye piyaa nahi jaaye
piyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye jiyaa nahi jaaye
jiyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye


lyrics of song Ke Jaan Chali Jaye, Jiya Nahi Jaye

Comments for lyrics of song "Ke Jaan Chali Jaye, Jiya Nahi Jaye"
Akas Arzoo on Sunday, April 05, 2009
Untouchable voice, sweet voice, great human, Allah gifted heaven voice of
Sir Mohd Rafi Saab... How can I express my feelings when I hear the voice
of Legend Rafi...you are the only one the greatest singer in film Industry.

sanjayd411 on Tuesday, November 30, 2010
If God sang himself this is how he would sound...Rafisaab was once in an
eternity event for us in this world. Sumanji is a very lovely and capable
companion to Rafisaab in this song.

Mushtaq Qureshi on Thursday, October 08, 2009
Absolutely,U r right,Hats off for your golden words" SIR MOHD.RAFI" Waah.
Why we cannot listen only rafi sahebs song.But we involve ourself into Rafi
sahebs memories.

Mushtaq Qureshi on Thursday, October 08, 2009
I have tried to copy this song in my ord voice.believe me.forget this
sweetness but even I couldn't balance the lines.Yes therefore the world
knows Rafi Saheb.

surgefast on Sunday, May 10, 2009
Heavenly VOICE went back to the heavens. WE at the earth are left with just
golden memories. Rafi Saab Thank You.

View all 20 comments related to song Ke Jaan Chali Jaye, Jiya Nahi Jaye - के जान चली जाए, जिया नहीं जाए


Film cast: Rajendra Kumar, Babita, Pran, Nazima, Nirupa Roy, Mohan Choti, Prem Chopra, Sunder, Tun Tun, Jr Mehmood, Hari Shivdasani, Madhu Apte
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Suman Kalyanpur
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director: Mohan Kumar
Film Producer: Emkay Productions
External Links: Anjaana at IMDB    Anjaana at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy