Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Mera Salaam
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.80 - 5 votes
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Husn Kehte Hai Mujhe Noor Ka Shola - हुस्न कहते है मुझे नूर का शोला

husn kehte hai mujhe nur ka shola hu mai
aur jo kabhi tur pe chamka tha
wo jalwa hu mai ishq hai naam mera
arsh pe manjil meri aur tur par hi nahi
har dil me hai mehfil meri tur par hi nahi
har dil me hai mehfil meri

tu kaha hota agar husn na paida hota
mai na hota to bata kis pe tu shaida hota
tujhpe kurban na hoti jo wafaye meri
aur rakhi reh jati zamane me adaye teri
rakhi reh jati zamane me adaye teri

chand ko chandni taro ko chamak di maine
rang phulo ko to kaliyo ko chatak di maine
ashq shabnam ko to kanto ko khatak di maine
aur dile bulbule aashiq ko kasak di maine

mai gulista hi gulista hu baya bansu hai
mai hu ek pardanashi chak gariba tu hai
husn ki shan hai hum chak garibano se
aur teri tokir zamane me hai diwano se
teri tokir zamane me hai diwano se

kaun si chij zamane me hai mujhse badhkar
sar shanshaho ke jhukte hai mere kadmo par
sar jhukane ko to aashiq ki ada kehte hai
aur tujhko mehbub mera mujhko khuda kehte hai
tujhko mahbub mera mujhko khuda kehte hai

mujhko mahbub tera log baja kehte hai
dekhne wale magar mujhko khuda kehte hai
dekhne wale magar mujhko khuda kehte hai
husn kehte hai mujhe


lyrics of song Husn Kehte Hai Mujhe Noor Ka Shola

Comments for lyrics of song "Husn Kehte Hai Mujhe Noor Ka Shola"
Hussain Al Sajwani on Monday, September 05, 2011
Rare song. Thanks for uploading such a rare duet. You can listen to Talat
Mahmood all your life, and the more you listen him, the more you want to



Film cast: Bharat Bhushan, Bina Roy, Nishi, K N Singh, Durga Khote, Veena, Gope, Al Nasir
Singer: Asha Bhosle, Talat Mahmood
Lyricist: Shewan Rizvi
Music Director: Hafeez Khan
Film Director: Harbans
External Links: Mera Salaam at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy