|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Hai Usi Ki Duniya Haare Na Jo Kabhi - है उसी की दुनिया हारे ना जो कभीhai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
khud ko samjhke tanha himmat na harna
tu apni jindagi ko phir se sawarna
jiwan ki mushkilo se darna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
tufan me hai kashti mat bar thamna
karna padega tujhko bhukamp ka samna
ab tu kisi ke aage jhukna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
tu jhuth se ladega dil me ye than le
hoti hai jeet sach ki itna tu jan le
ab chal pada tu piche hatna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
Bhookamp |
Film cast: | Jeetendra, Rahul Roy, Mamta Kulkarni, Suresh Oberoi, Mohan Joshi, Deepa Mehta, Deepa Sahi | Singer: | Asha Bhosle, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Sadhna Sargam | Lyricist: | G S Dehlvi, Javed Akhtar, Mahendra Dehlvi, Dev Kohli, Vinoo Mahendra | Music Director: | Jatin, Lalit | Film Director: | Gautam Adhikari | Film Producer: | Markand Adhikari | External Links: | Bhookamp at IMDB Bhookamp at Wikipedia | Watch Full Movie: | Bhookamp at YouTube |
|
|
|
|
|