Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Mirza Ghalib
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.51 - 297 votes
Bharat Bhushan, Murad
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur - है बस की हर एक उनके इशारे में निशान और

hai bas ki har ek unke ishaare me nishaan aur
karte hai muhabbat to guzarta hai gumaan aur

ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat
ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat
de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur
de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur

tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge
tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge
le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur
le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur

hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur


lyrics of song Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur

Comments for lyrics of song "Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur"
RealMusicKing on Friday, September 03, 2010
Nice upload. Thank you. Man sitting right to Bharat Bhushan(Mirza Ghalib) is actor Murad. A very good charachter actor of his time.

Excellent composition by Ghulam Mohammad. He gave real good music starting 1948 but sadly, he's only known by two films Pakeezah 1972(released after his death in 1967) and this, Mirza Ghalib. All his other songs were never given much or any recognition. He died in extreme poverty.

Ashutosh Sharma on Monday, January 06, 2014
रामपुर ,उत्तर प्रदेश में परवरिश पाये सोहराब मोदी साहब एक बहुत नायाब
निर्देशक थे , मिर्ज़ा ग़ालिब शायद सबसे बेतरीन फ़िल्म थी उसमे , मिर्ज़ा ग़ालिब कि
शायराना तड़प को जितनी बढ़िया तरह से फिल्मया गया था कि आज भी उसका कोई ज़बाब
नहीं ……… इसी बात से मुत्तस्सर [प्रभावित ] होकर निर्माता -अभिनेता
गुरुदत्त ने अपनी फ़िल्म 'प्यासा ' बनाई थी जिसे उन्हें खूब शोहरत और दौलत
कमाई

Hatshepsut on Wednesday, August 11, 2010
Haa.. Just beautiful verse in such a beautiful sounding language. And
Rafi's deceptively neutral voice giving life to it. This is music. And the
last lines, so mischievous about his own style; Ghalib rules! Thank you.

otsirk17 on Monday, June 04, 2012
All of the songs in this movie are sung by Talat. Only one by Rafi and he
steals the show. Though of course, Talat is marvelous in his own right.
What lyrics by Ghalib! What music by Ghulam Mohammed! Thanks a million

Bhavesh Desai on Monday, January 13, 2014
Mirza Ghalib (1954): Suraiya, Bharat Bhooshan, Nigar Sultana, Murad, Ulhas,
Durgabai Khote
Singer : Mohammed Rafi
Music: Gulam Mohammad
Lyrics : Mirza Ghalib (Ghazal from Deewan-e-Ghalib)

View all 49 comments related to song Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur - है बस की हर एक उनके इशारे में निशान और


Film cast: Bharat Bhushan, Suraiya, Durga Khote, Iftekhar, Nigar Sultana, Ulhas, Sadat Ali, Kumkum, Murad, Mukri, Baij Sharma, Roshan
Singer: Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Sudha Malhotra, Suraiya, Talat Mahmood
Lyricist: Mirza Galib, Shakeel Badayuni
Music Director: Ghulam Mohd
Film Director: Sohrab Modi
Film Producer: Sohrab Modi
External Links: Mirza Ghalib at IMDB    Mirza Ghalib at Wikipedia
Watch Full Movie: Mirza Ghalib at YouTube    Mirza Ghalib at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy