Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Falak Se Tod ke Dekho Sitaare Log Laye Hain - फ़लक़ से तोड़ के सितारे देखो लोग लाए हैं
falak se todkar dekho sitaarein laaye hai
magar main woh nahi laya jo log laaye hai
koyi najraana lekar aaya hoon, mein deewaana tere liye
aaaj chhalka hai khushi se dil ka paimaana tere liye
koyi najraana lekar aaya hoon, main deewana tere liye
sabhi ke dilo ko yeh dhadka raha hai
shamam aaj dil pe gazal ga rahi hai
saari raat gayi hai sabaki aankhein jhuk gayi hai
teri mehfil mein aaya shaayar koyi mastaana tere liye
koyi najaraana lekar aaya hoon, main deewaana tere liye
tujhe dushmano ki najar na lag jaaye
rahe dur tujse sada ghum ke saaye
gun gunaaye tu humesha muskuraaye tu hamesha
gulshan bun jaaye umeedon ka viraana tere liye
koyi najaraana lekar aaya hoon, main deewaana tere liye
Comments for lyrics of song "Falak Se Tod ke Dekho Sitaare Log Laye Hain"
moon75866 on Saturday, May 05, 2012 I bet these people living in those times were as romantic as the music was.What an era to be young in. LMAO look@Vinod Khanna.
Vinay khandelwal on Monday, December 08, 2014 The greatest singer India ever produced.
I. A. Khushi on Thursday, July 11, 2013 Rafi sahib wont be replaced ever...
TheRehmanshah on Wednesday, August 31, 2011 majic vioce of m. rafi sahb
mdutt108 on Wednesday, May 16, 2012 love this song, Ajay Bhai.