Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Indian
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Deewana Mai Na Tha, Deewana Ban Gaya
3.25 - 24 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Deewana Mai Na Tha, Deewana Ban Gaya - दीवाना मैं न था दीवाना बन गया

deewana mai na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jane kab dil se dil mil gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana tu na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya

jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
dil deewana tumhara wada koi kar gaya hai
maine mana meri jan maine mana
dil jo bola vahi kar diya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai na tha deewana ban gaya

dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko
dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko
aisa hasin ho najara toh kaise na arman jawan ho
tere bin ek pal nahi jina maine yeh faisla kar liya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana mai na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jane kab dil se dil mil gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana mai ho gaya


lyrics of song Deewana Mai Na Tha, Deewana Ban Gaya



Film cast: Sunny Deol, Raj Babbar, Shilpa Shetty, Danny Denzongpa, Mukesh Rishi, Om Puri, Pramod Moutho, Rana Jung Bahadur, Viju Khote, Avtar Gill, Deepak Shirke, Dinesh Hingoo, Reema Lagoo, Sanjay Narvekar, Rahul Dev, Rajat Bedi, Shakti Kapoor, Salim Ghouse, Vivek Shauq, Surendra Pal, Anil Nagrath, Rakesh Pandey, Ankush Mohit, Malaika Arora, Suresh Bhagwat
Singer: Shaan, Alka Yagnik, Abhijeet, Sadhna Sargam, Anand Raj Anand, Udit Narayan, Sunidhi Chauhan, Richa Sharma, Roop Kumar Rathod
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Anand Raj Anand
Film Director: N Mahajan
Film Producer: Dharmendra
External Links: Indian at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy