Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kuch Khwaab Aise (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Dil Ki Nazar Se - दिल की नजर से हमने चाहत का चाँद देखा

dil ki najar se humne chahat ka chand dekha
dil ki najar se humne chahat ka chand dekha
bechain zindagi ne rahat ka chand dekha
dil ki najar se humne chahat ka chand dekha

yu to har ek chehra didar ke hai kaabil
yu to har ek chehra didar ke hai kaabil
barso ke baad apni
barso ke baad apni
hasrat ka chand dekha
bechain zindagi ne rahat ka chand dekha
dil ki najar se humne chahat ka chand dekha

ek pal me jaise sara aalam badal gaya hai
ek pal me jaise sara aalam badal gaya hai
lagta hai aaj humne kismat ka chand dekha
bechain zindagi ne rahat ka chand dekha
dil ki najar se humne chahat ka chand dekha
bechain zindagi ne rahat ka chand dekha


lyrics of song Dil Ki Nazar Se



Singer: Shekhar Suman
Lyricist: Shekhar Suman
Music Director: Aadesh Shrivastava
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy