Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kashish (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Ghazals
Video of the song from youtube

Lyrics of Dil Hi Dil Me Sulag Ke Bhuje Ham - दिल ही दिल में सुलग के बुझे हम

dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
tumse koun si aas bandhi thi
tumse rahe hum dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum

tumne hamko jab bhi dekha
shukar balb the ye khamosh
tumne hamko jab bhi dekha
shukar balb the ye khamosh
yu to aksar roye lekin
chhup chhup kam kam dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum

ek vo hal ke unki jara si
baat gavara kar na sake
ek vo hal ke unki jara si
baat gavara kar na sake
ek ye hal ke yaad mein unki
roye the hum dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum

tar ke talab pe khush the ke aakhir
kaam liya danai se
tar ke talab pe khush the ke aakhir
kaam liya danai se
kisko khabar hai jalte rahe hum
jalte rahe kyu dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
tumse koun si aas bandhi thi
tumse rahe hum dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum

Comments for lyrics of song "Dil Hi Dil Me Sulag Ke Bhuje Ham"
tango9339 on Friday, March 02, 2012
Although there is no doubt about the class of Aasha Bhonsle but this ghazal
was originally sang by Madam Noor Jahan and composed by Nazar Muhammad.
Madam had her own class and style. Two versions (Old and rerecording) are
available on YouTube. Madam loved this composition a lot.

Dil Shah on Saturday, June 02, 2012
Nice try, but again she has gien this the FILMY TREATMENT, this should have
been sung with out too much effort, the extra sur were not needed, this was
not a filmy sad song, MADAM N.JAHAN san this with the simplicity it
deserved.

Fareed63 on Wednesday, December 10, 2014
Missing the sweetness in Asha style.
NOW LISTEN THE ORIGINAL BY MADAM NOOR JEHAN ON FOLLOWING LINK
https://www.youtube.com/watch?v=brwPLHscNh8

Anindita Choudhury on Wednesday, December 31, 2014
india's ghazal queen--amazing Asha Bhosle
.no female singer in india sings ghazals better than her.

Vinod Bhardwaj on Wednesday, April 15, 2015
Shayar kaun hai??? Aap log shayar ka naam na dekar dil tod dete haiN

View all 7 comments related to song Dil Hi Dil Me Sulag Ke Bhuje Ham - दिल ही दिल में सुलग के बुझे हम


Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Nasir Kazmi, Razi Tirmazi, Qamar Jalalvi, Mustafa Zaidi, Zia Jalandhari, Qateel Shifai, Shehzad Jalundhari, Masroor Anwar
Music Director: Mohsin Raza, Nazar Hussain
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy