|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Chanda Ki Sundarta Chandan Ki Shitalata - चंदा की सुन्दरता चंदन की शीतलताchanda ki sundrata chandan ki sheetalta
phulo ki komalta mere sajan me hai
chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
phulo ki komalta mere sajan me hai
sakhi kon hai vo kya naam hai kya nam ve
mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam
chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
phulo ki komalta mere sajan me hai
jis jogi ki bani jogan jag se vo nirala hai
mathe jata dhanush kade mukhda bola bala hai
haye daiya oye kisne tera
haye daiya kisne tera luth liya aaram
mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam
chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
phulo ki komalta mere sajan me hai
jab se lagan lagi unse tan man nahi mera apna
ang se mujhe lagayenge dekha sakhi yahi sapna
o gori chori o gori chori kiska baat liya kaam
mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam
chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
phulo ki komalta mere sajan me hai
Hanuman Vijay |
Film cast: | Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Asha Potdar, Manhar Desai | Singer: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Vani Jairam | Lyricist: | Madan Bharti, B D Mishra | Music Director: | Ajay Vishwanath | Film Director: | Babubhai Mistri | Film Producer: | Homi Wadia | External Links: | Hanuman Vijay at IMDB Hanuman Vijay at Wikipedia |
|
|
|
|
|