Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro - बुमबरो बुमबरो श्याम रंग बुमबरो
bumbro bumbro shyam rang bumbro
bumbro bumbro shyam rang bumbro
aaye ho kis bagiya se oh oh tum
bumbro bumbro shyam rang bumbro
bumbro bumbro shyam rang bumbro
aaye ho kis bagiya se oh oh tum
bhanwre o shyam bhanwre
khushiyon ko saath laaye
mehndi ki raat mein tum
leke saugat aaye
kaajal ka rang laaye nazre utaarne ko
baaghon se phul laaye raste sanwaarne ko
kaajal ka rang laaye nazre utaarne ko
baaghon se phul laaye raste sanwaarne ko
aao mehndi ki chhaon mein
geet sunaye bumbro
jhume nache saaz gaaye
jashn manaye bumbro
bumbro bumbro shyam rang bumbro
bumbro bumbro shyam rang bumbro
aaye ho kis bagiya se oh oh tum
khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise
gori hatheliyo pe khilte ho phul jaise
bumbro bumbro bumbro bumbro
khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise
gori hatheliyo pe khilte ho phul jaise
yeh rang dhup ka hai yeh rang chhaon ka hai
mehndi ka rang nahee maa ki duaaon ka hai
is mehndi ka rang hai sachcha
baaki saare jhoote
haathon se ab mehndi ka
yeh rang kabhi na chhoote
o bumbro bumbro shyam rang bumbro
o bumbro bumbro shyam rang bumbro
aaye ho kis bagiya se oh oh tum
o bumbro bumbro shyam rang bumbro
o bumbro bumbro shyam rang bumbro
aaye ho kis bagiya se oh oh tum
chanda ki paalki mein dil ki muraad layi
jannat ka nur leke mehndi ki raat aayi
mehndi ki raat aayi
chanda ki paalki mein dil ki muraad layi
jannat ka nur leke mehndi ki raat aayi
rukh pe saheliyo ke khwabon ki roshni hai
sabne duaaye maangi rab ne kabul ki hai
yeh haathon mein mehndi hai
ya shaam ki laali bumbro
chaand sitaare rehkar oh
chanda ki paalki mein dil ki muraad layi
jannat ka nur leke mehndi ki raat aayi
rukh pe saheliyo ke khwabon ki roshni hai
sabne duaaye maangi rab ne kabul ki hai
yeh haatho mein mehndi hai
ya shaam ki laali bumbro
chaand sitaare rehkar aaye
raat ki daali bumbro
haan bumbro bumbro shyam rang bumbro
bumbro bumbro shyam rang bumbro
aaye ho kis bagiya se oh oh tum
aaye ho kis bagiya se
bumbro bumbro oh oh tum
bumbro bumbro oh oh tum
aaye ho kis bagiya se
bumbro bumbro oh oh
bumbro bumbro
aaye ho kis bagiya se oh oh tum
bumbro bumbro
lyrics typed by: neha gupta
Comments for lyrics of song "Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro"
Genenat on Saturday, October 22, 2011 @Anotherkashmiri Pls don´t mind Bollywood. They ruin every good song. They
have very less originality and they adopt songs from all cultures not just
Indian but also arabic and what not. As an Indian, all I want you to know
is that we all love Kashmir very much. We are sorry for all the violence
caused by us there but the very reason is that we hold Kashmir so much to
our heart that we cannot let go of it just because some other country wants
it. I wish Kashmiris knew how much India loves them.
AREEBA81 on Sunday, May 15, 2011 ohhhhh my mosst favourite song i danced this song always i luv preety nd hrithik looks so cute dance bhhhht nice hai ismain nd ajtk still yr bhhht famous hai nd functions ma ispe dance hota hai luv this one!
Genenat on Saturday, October 22, 2011 All of India considers Kashmiris as their own people, their own countrymen.
I love Kashmiri people. I wish Kashmiris also considered themselves Indians.
AREEBA81 on Sunday, May 15, 2011 khil khil k lal hua mehendi ka rang aise gori hatheliyon pe khilte hon phool js wow luv this one!
ASVOBODA08 on Thursday, July 29, 2010 the senior students at my hindi school 9 years ago danced to this song just like the clip !!