Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bedardi Mere Saiya Shabnam Hai Kabhi Shole - बेदर्दी मेरे सैया शबनम है कभी शोले
bedardi mere saiyaan shabnam hai kabhi shole
andar se bade zaalim baahar se bade bhole
andar se bade zaalim baahar se bade bhole
bedardi mere saiyaan shabnam hai kabhi shole
andar se bade zaalim baahar se bade bhole
matlab ki rasiya hai koi inhe kya samajhe
ye khud bhi nahi apne bas inko khuda samajhe
aa.. dam bhar me ye tola hai dam bhar me ye maasha hai
dam bhar me ye tola hai dam bhar me ye maasha hai
banate hai tamashaai aur khud hi tamaasha hai
aur khud hi tamaasha hai
aa.. rah rah ke badalte hai din raat naye chole
andar se bade zaalim baahar se bade bhole
andar se bade zaalim baahar se bade bhole
har ik ada mere baalam ki nirali hai
baate hai mohabbat ki dil pyar se khaali hai
aadat hai badi chanchal surat hai badi saada
aadat hai badi chanchal surat hai badi saada
aaj isako diya dhoka kal usase kiya waada
kal usase kiya waada
aa.. harajaai hai harjaai inse koi kya bole
andar se bade zaalim baahar se bade bhole
bedardi mere saiyaan shabnam hai kabhi shole
andar se bade zaalim baahar se bade bhole
Comments for lyrics of song "Bedardi Mere Saiya Shabnam Hai Kabhi Shole"
Riaz Ali on Saturday, January 22, 2011 Though I have heard this song so many times but attract me to listen to
again and again. Worth seeing item. Ashaji has also sung it in a manner of
perfection. Thanks a lot for the upload of my favourite item.
Guru Dutt, Waheeda Rehman, Minu Mumtaz, Rehman, Johnny Walker, Mumtaz Begum, Parveen Paul, Noor Jahan, Tun Tun, Farida Jalal, Vikram Kapoor, S N Banerjee, Uma Devi, Lata Sinha, Naazi, Zebunisa, Kesarbai, Indumati, Aruna, Balam, Prakash, Usmani, Nazir Kashmiri
Singer:
Asha Bhosle, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum