Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Uljhan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par
4.40 - 5 votes
Sanjeev Kumar, Aruna Irani, Asrani, Sulakhshana Pandit, Pinchoo Kapoor
Dance Songs, Ched Chad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par - बैरी सैयाँ की नज़रिया ज़माने पर

dil me kab se ye baat chupi thi jo aaj labo pe aayi
saiyan ke sang nata jod ke maine apni umariya gawai
o bairi saiyan ki najariya zamane par ne dekhe
na dekhe wo hamri or
o bairi saiyan ki najariya zamane par na dekhe
na dekhe wo hamri or
o lagi bali si umariya
o lagi bali si umariya thikane par na dekhe na dekhe wo hamri or

oye ram kasam oye more jugna ki kasam
oye ram kasam wo kaisi ghadi thi
aankh meri lag gayi usse aankh meri lag gayi usse
are meri bhi mat mari gayi jo mai iske palle pad gayi
haye haye mai iske palle pad gayi
bol ke boli mithi mithi luta re mora jiya
haye haye luta re mora jiya
bate karke badi badi mujhko bhi andar kiya
ha ha mujhko bhi andar kiya
ab kis thane me,ab kis thane me rapat likhau
saiyan mila kathor
na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or
o bairi saiya ki najariya zamane par
na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or

are maine itna julm saha or saha na jaye
haye haye or saha na jaye
saiyan se to sasur hai acha saas ko sair karwaye
dekho saas ko sair karwaye
arre dekhe koi aake yahan beta hai budha or bap jawa
thanedar ki biwi banke mai badi pachtai haan haan mai badi pachtai
choro ki wo gardan pakde
pakde na mori kalai haan haan pakde na mori kalai
dil ki dil me rakh leti hu
baat nahi hai badhani haan haan bat nahi hai badhani
lekin mai chup nahi rahungi
mai madam asdani haan haan main madam asdani
ghar me mua baat kare na ghar me mua baat kare na
bhaad me jaye chor
na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or
o bairi saiya ki najariya jamane par
na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or


lyrics of song Bairi Saiyan Ki Nazariya Jamaane Par



Film cast: Sanjeev Kumar, Sulakhshana Pandit, Ashok Kumar, Farida Jalal, Urmila Bhat, Viju Khote, Ranjeet, Indu Shivraj, Asrani, Agha, Aruna Irani, Pinchoo Kapoor, Murad, Yunus Parvez, Virendra Saxena, Om Shiv Puri
Singer: Asha Bhosle, Kanchan, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Sudesh Bhosle, Sulakhshana Pandit
Lyricist: M G Hashmat
Music Director: Kalayanji, Anandji
Film Director: Raghunath Jhalani
Film Producer: Sudesh Kumar
External Links: Uljhan at IMDB    Uljhan at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy