Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Dard
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.67 - 30 votes
Suraiya, Munawar Sultana, Nusrat
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi - बहार ख़त्म हुई दिल गया ख़ुशी भी गई

bahaar khatam hui, dil gaya khushi bhi gayi
vo kya gaye ke mohabbat ki zindagi bhi gayi
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

kisi tarah aata nahi chain dil ko
na khaamosh rah ke na fariyaad kar ke
bahut royege unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

are o mere dil ke dushman zamaane
tujhe kya mila mujh ko barbaad kar ke
bahut royege unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

khushi de ke taqdir ne de diya gam
kiya qaid kyon mujh ko aazaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke


lyrics of song Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi

Comments for lyrics of song "Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi"
Riaz Ali on Tuesday, May 10, 2011
This is a sadabahar geet. The most listened and favourited. In this song
Suraiyaji has established her individuality. Every song of Suraiyaji has
its own charm. Thanks for the upload of this immortal song

aapindi on Thursday, June 18, 2009
thankyou so much for liking.mazay ki baat,i have found some more very rare
suraiya gee,s audio gems that are not available in any of her cassetes cds
or on you tube i will IA upload some of them next week.

Ashok Saxena on Sunday, September 29, 2013
Bahut ro rahen hum unko yaad karke, sach mae suraiya ji jaisi gaane waali +
soorat waali is zamaane aub kahaan.

asha1053 on Monday, August 20, 2012
Love this song by Suraiya. Thanks to Naushad and Shakeel.

rabqaiser on Tuesday, February 16, 2010
old is gold thx my brother for this post nice singer i can feel the pain

View all 12 comments related to song Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi - बहार ख़त्म हुई दिल गया ख़ुशी भी गई


Film cast: Nusrat, Suraiya, Munawar Sultana, Shyam, Husn Banu, Badri Prasad, Pratima Devi
Singer: Geeta Dutt, Shamshad Begum, Suraiya, Uma Devi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Director: Daan Singh, Naushad Ali
Film Director: A R Kardar
Film Producer: A R Kardar
External Links: Dard at IMDB    Dard at Wikipedia
Watch Full Movie: Dard at YouTube    Dard at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy