|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Admi Zindagi Aur Ye Aatma Dhundhte Hai Sabhi Tujhko (Ii) - आदमी जिन्दगी और ये आत्मा ढूँढ़ते है सभी तुझकोaadami jindagi aur ye aatama
aadami jindagi aur ye aatama
dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
aadami jindagi aur ye aatama
aadami jindagi aur ye aatama
dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
aaj ke din main aakash se gir pada
pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada
aaj ke din main aakash se gir pada
pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada
waqt raha nahi ek jagah pe khada
chalta rahta hai ye umar ka kaafila
aadami jindagi aur ye aatama
aadami jindagi aur ye aatama
dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
ek ghar me bhi har ek se hai alag
dekhte hai alag sochate hai alag
ek ghar me bhi har ek se hai alag
dekhte hai alag sochate hai alag
hum alag kyu na ho, hum bane hai alag
pyaar dekar kiya par hame ek saath
aadami jindagi aur ye aatama
aadami jindagi aur ye aatama
dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma
|
Comments for lyrics of song "Admi Zindagi Aur Ye Aatma Dhundhte Hai Sabhi Tujhko (Ii)" |
|
Rohit kugel on Wednesday, December 07, 2011 good quality
|
Vishwatma |
Film cast: | Sunny Deol, Chunky Pandey, Divya Bharti, Naseruddin Shah, Amrish Puri, Gulshan Grover, Sonam, Sharat Saxena, Mangal Dhillon, Kiran Kumar, Raza Murad, Dalip Tahil, Mahesh Anand, Aparajita, Vijay Arora, Dinesh Hingoo, Alok Nath, Yunus Parvez, Dan Dhanoa, Kiran Juneja, Tej Sapru | Singer: | Alka Yagnik, Amit Kumar, Boney Kapoor, Jolly Mukherjee, Kumar Sanu, Mohammad Aziz, Naseruddin Shah, Sadhana Sargam, Sapna Mukherjee, Udit Narayan | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | Viju Shah | Film Director: | Rajiv Rai | Film Producer: | Gulshan Rai | External Links: | Vishwatma at IMDB Vishwatma at Wikipedia | Watch Full Movie: | Vishwatma at YouTube Vishwatma at YouTube |
|
|
|