Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aasmaan Ko Chhukar Dekha - आसमान को छूकर देखा
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahi, baat kisi se kahi nahin
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
paagalpan yeh kaisa hai, ki jaisa taisa hai
soch ki najakat hai, thodi si shararat hain
tedha yeh saamaa kyun, aafat mein jaan kyun hai
mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
aasmaan ko chukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
ye ye ye aankh micholi, chor daaku bhoot kohli
bum bum bajrang bali, mahabali mahabali
khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
dharti saagar taare hi pyaare
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahi nahi
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahi
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
Comments for lyrics of song "Aasmaan Ko Chhukar Dekha"
Shruti Ghosh on Wednesday, January 19, 2011 So simple & touchy love this song jai bajrang bali ki jai!
Manu Shaurya on Saturday, May 04, 2013 My favourite after Akdam Bakdam-Hanuman, Jai Hanuman
Aarchi Patel on Sunday, November 06, 2011 jai hanuman jai bajrang bali
varunkaushiksharma on Wednesday, August 26, 2009 jai bajrang bali maha bali