|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Aansu Nahi Bahana Tu Shahid Ki Hai Maa - आँसू नहीं बहाना तू शहीद की है माँaasu nahi bahana tu shahid ki hai maa
tu shahid ki hai maa
tere dudh ka jo rin tha deke lahu chukaya
khush ho ke lal tera bharat ke kam aaya
rokar bhi muskurana tu shahid ki hai maa
tu shahid ki hai maa
koi maa jo tujhko dekhe aasu bahate se
wo apne dil ka tukda bhejegi ran me kaise
muskake dil badhana tu shahid ki hai maa
tu shahid ki hai maa
marna to hai sabhi ko dunia me bari bari
ye maut wo hai mata jo hai jindagi se pyari
gaurav se sar uthana tu shahid ki hai maa
tu shahid ki hai maa
tere dudh ka jo rin tha deke lahu chukaya
khush ho ke lal tera bharat ke kam aaya
rokar bhi muskurana tu shahid ki hai maa
tu shahid ki hai maa
|
Comments for lyrics of song "Aansu Nahi Bahana Tu Shahid Ki Hai Maa" |
|
Indu Puri on Friday, September 13, 2013 aasu nahi bahana tu shahid ki hai maa tu shahid ki hai maa tere dudh ka jo
rin tha deke lahu chukaya khush ho ke lal tera bharat ke kam aaya rokar bhi
muskurana tu shahid ki hai maa tu shahid ki hai maa koi maa jo tujhko dekhe
aasu bahate se wo apne dil ka tukda bhejegi ran me kaise muskake dil
badhana tu shahid ki hai maa tu shahid ki hai maa marna to hai sabhi ko
dunia me bari bari ye maut wo hai mata jo hai jindagi se pyari gaurav se
sar uthana tu shahid ki hai maa
advrsharma on Tuesday, June 29, 2010 absolutely grrrrrr8 song thanks for posting khurram sahab
Lucky Louie on Monday, May 21, 2012 what a fantastik music, love it and tanx for sharing ;)
|
Road To Sikkim |
Film cast: | Dev Kumar, Anju, Helen, Jayant, David, Lalita Pawar | Singer: | Krishna Kalle, Mahendra Kapoor, Asha Bhosle, Mukesh, Sunita Devi | Lyricist: | Indeevar, Hasrat Jaipuri, Vijay Singhji, Jalal Malihabadi | Music Director: | Vijay Singhji | Film Director: | Ravindra Dave | External Links: | Road To Sikkim at IMDB |
|
|
|
|
|