|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Aai Milan Ki Bahar Re - आई मिलन की बहार रेaai milan ki bahaar re
aai milan ki bahaar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
kahta hai man baar baar re
kahta hai man baar baar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
kheto ne pahne hai sarso ke gahne
kheto ne pahne hai sarso ke gahne
har shay pe chhaya nikhaar re
har shay pe chhaya nikhaar re
aai basant bahaar re
aai basant bahaar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
gun gun karte hai begun bhavre
gun gun karte hai begun bhavre
kaliyon se karte hai pyaar re
kaliyon se karte hai pyaar re
dil hai bahut bekraar re
dil hai bahut bekraar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
kahta hai man baar baar re
kahta hai man baar baar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
Naiya |
Film cast: | Mazhar Khan, Munawar Sultana, Ashraf Khan, Anwari, Shahzadi, Balakram, Siraj | Singer: | Zohrabai, Master Ramesh, Shamshad Begum, Ashraf Ali | Music Director: | Anil Biswas | Film Director: | Aslam Noori |
|
|
|
|
|