|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Zehar Ugalta Zeherila Insaan Yahan, Soye Ho Bhagwan Kahan - ज़हर उगलता ज़हरीला इंसान यहाँ, सोए हो भगवान् कहाँaaj meri hai pariksha laaj rakh bhagwan
tutne paye na nari jati ka abhiman
zahar ugalta zaharila insan yaha
zahar ugalta zaharila insan yaha
soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha
bich bhawar me dub rahi hu mai aise
bich bhawar me dub rahi hu mai aise
tinka tik paye na aandhiyo me jaise
mere liye ab mere liye hai prlay ka har saman yaha
soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha
zahar ugalta zaharila insan yaha
soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha
jivan me tufan ye kaisa hai aaya
jivan me tufan ye kaisa hai aaya
pran ud gaye haye pran ud gaye haye
rah gayi hai maya mange chita
ab mange chita mujhse suhag ka vardan yaha
soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha
mang ka ye sindur hath ki chudi tumhe pukare
pati bin agan na lagate tan ko ye aabhushan sare
barhma vishnu mahesh aaj kyu baithe mujhe bisare
kaun suhag bachaye mera bhagwan siva tumhare
aao barhma aao vishnu aao mahesh
aao barhma aao vishnu aao mahesh
aao barhma vishnu mahesh
|
Comments for lyrics of song "Zehar Ugalta Zeherila Insaan Yahan, Soye Ho Bhagwan Kahan" |
|
Shiv Shanker on Sunday, January 10, 2010 very good song ... brings childhood memories. Shiv Shanker
|
Brahma Vishnu Mahesh |
Film cast: | Mahipal, Trilok Kapoor, Sulochana, Jevan, Madhumati, Raaj Kumar, Manhar Desai, B M Vyas | Singer: | Manna Dey, Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur | Lyricist: | Indeevar, B D Mishra | Music Director: | S N Tripathi | Film Director: | Babubhai Mistri | External Links: | Brahma Vishnu Mahesh at IMDB |
|
|
|
|
|