Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kya Yeh Bombay Hai
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Zabaan Na Kholna, Ji Kuchh Na Bolna
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Zabaan Na Kholna, Ji Kuchh Na Bolna - जबान ना खोलना जी कुछ ना बोलना

zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna

wafa ka dushman hai jindgi ka
jo muskurao to aag bhar de
dikhao kisko ye sidha rasta
wahi jal ke khak kar de
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna

aakash mein andhera hai raat bhar ka
subah bhi hogi ye jante hai
jafa ke pahlu mein muskurake
wafa hogi ye mante hai
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna

jo aaj ?? bajke wo kal jami ko karega sajda
uthega ek din yakin hai dil ko
jaha ki aankho se kala parda
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna ji kuchh na bolna
na tum kaho na ham kahe koi fasana
zabaan na kholna



Film cast: Maruti, Nishi, Tun Tun, Hira Sawant
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Manna Dey,Suman Kalyanpur, Seeta Bannerjee
Lyricist: Noor Devasi
Music Director: Bipin Datta
Film Director: N Vakil
External Links: Kya Yeh Bombay Hai at IMDB    
Watch Full Movie: Kya Yeh Bombay Hai at YouTube    Kya Yeh Bombay Hai at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy