Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yogi Prem Yog Ab Karna - योग प्रेम योग अब करना
premyog ab karna yogi
premyog ab karna
sab kuch pehna kuchh mat kehna
sab kuch pehna kuchh mat kehna
akhiyan ko mum talak laayo ri
akhiyan ko mum talak laayo ri
premyog ab karna yogi
premyog ab karna
sab kuch sehna kuch mat kehna
sab kuch sehna kuch mat kehna
akhiyan tum mat chhalakna yogi
akhiyan tum mat chhalakna yogi
premyog ab karna yogi
premyog ab karna
yaad kiya tha ab tak jisko
ab se yaad na karna yogi
ab se yaad na karna
yaad kiya thaa ab tak jisko
ab se yaad na karna yogi
ab se yaad na karna
yogi yogi jo bhi hua
woh meri bhool thi
yogi sab kuch swapna samajhna
sab kuch swapna samajhna yogi
premyog ab karna yogi
premyog ab karna