Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Mil Gayee Manzil Mujhe
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.80 - 5 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ye Zindagi Ka Phasana Hai Kya - ये ज़िन्दगी का फ़साना है क्या

ye zindagi ka fasana hai kya
ye zindagi ka fasana hai kya
mohabbat na ho to zamana hai kya
la la la la la la lala
la la la la la la lala

ye zindagi ka fasana hai kya
mohabbat na ho to zamana hai kya
la la la la la la lala
la la la la la la lala
ye zindagi ka fasana hai kya

in husn se har mehfil saji hai
iss ishk se hi ronak lagi hai
in husn se har mehfil saji hai
iss ishk se hi ronak lagi hai
jeene ka warna bahana hai kya
la la la la la la lala
ha aaha ha aaha
ye zindagi ka fasana hai kya

palko pe hum na inko bithae
zulfo ke saaye me na sulaye
palko pe hum na inko bithae
zulfo ke saaye me na sulaye
do aashiko ka thikana hai kya
ha ha ha ha ha ah haha
ye zindagi ka fasana hai kya

jo zindagi se ghabra gaye hain
chal kar wo mere pass aa gaye hain
jo zindagi se ghabra gaye hain
chal kar wo mere pass aa gaye hain
tu door hai kyu deewana hai kya
la la la lalala
ye zindagi ka fasana hai kya

tu khubsurat hai dilruba hai
afsos lekin tu bewafa hai
tu khubsurat hai dilruba hai
afsos lekin tu bewafa hai
sach isse purana kya hai
la la la la lalalala
ye dilagi kya fasana hai kya
nazar ka hai dhoka zamana hai kya
la la la lala la la la lalalaa
la la la lala la la la lalalaa
ho la la la lala
hey la la lala lka lala


lyrics of song Ye Zindagi Ka Phasana Hai Kya

Comments for lyrics of song "Ye Zindagi Ka Phasana Hai Kya"
Rajneesh Sharma on Saturday, April 21, 2012
mind blowing song



Film cast: Mithun Chakraborty, Moon Moon Sen, Kalpana Iyer, Urmila Bhatt, Shakti Kapoor, Girish Karnad, Mazhar Khan, Amrish Puri
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Shailendra Singh, Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: R D Burman
Film Director: Moin Amjad
Film Producer: Shantilal J.Sopariwala
External Links: Mil Gayee Manzil Mujhe at IMDB    Mil Gayee Manzil Mujhe at Wikipedia
Watch Full Movie: Mil Gayee Manzil Mujhe at YouTube    Mil Gayee Manzil Mujhe at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy