|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ye Kaun Aata Hain Tanhaiyo Me - ये कौन आता है तन्हाइयों में जाम लियेye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
dilon mein chandni raato ka ahatamaam liye
ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
ye kaun aata hai
chatak rahi hai kisi yaad ki kari dil mein
chatak rahi hai kisi yaad ki kari dil mein
najar mein ras baharon ki subho shaam liye
najar mein ras baharon ki subho shaam liye
ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
ye kaun aata hai
mahak mahak ke jagati rahi nasime sahar
mahak mahak ke jagati rahi nasime sahar
labon pe yaar masiha nafaz ka naam liye
labon pe yaar masiha nafaz ka naam liye
ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
ye kaun aata hai
kisi khyaal ki khushbu kisi badan ki mahak
kisi khyaal ki khushbu kisi badan ki mahak
dare kafas pe khadi hai shabe paiyaam liye
dare kafas pe khadi hai shabe paiyaam liye
ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
ye kaun aata hai
baja raha tha kahi door koi shahnaai
baja raha tha kahi door koi shahnaai
utha hun aankhon mein ik khwaab na tamaam liye
utha hun aankhon mein ik khwaab na tamaam liye
ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
dilon mein chandni raato ka ahatamaam liye
ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye
ye kaun aata hai
Paigham E Mohabbat |
Singer: | Muzaffar Ali, Nurul Hasan, Ustad Moin Khan, Surjo Bhattacharya, Swati Natekar, Abida Parveen, Chhaya Ganguli, Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh | Lyricist: | Firaq Gorakhpuri, Rahi Masoom Raza, Faiz Ahmed Faiz, Kazi Nazrul Islam, Ibn E Insha, Jigar Moradabadi, Arzoo Lucknawi, Ahmad Faraz, Akhtar Shirani, Moinul Hasan Jazbi, Abdul Hameed Adam, Makhdoom Mohi | Music Director: | Muzaffar Ali |
|
|
|
|
|