Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Main Bhi Ladki Hun
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Yahi To Din Hai Baharo Ke
4.88 - 8 votes
Dharmendra
Masti Bhare Geet
Video of the song from youtube

Lyrics of Yahi To Din Hai Baharo Ke - यही तों दिन है बहारों के

yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke

jawani isko kahte hai ye befikri ka mausam hai
jawani isko kahte hai ye befikri ka mausam hai
ye hai jinda dilo ka saz diwano ki sargum hai
na samjhao diwano ko diwano ka ye kahna hai
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke

jawa rate umango ki hasi din hai murado ke
jawa rate umango ki hasi din hai murado ke
dilo me roz lagte hai naye mele irado ke
irade to irade hai irado ka ye kahna hai
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke

kaha fir ye mulakate kaha ye wadiya hongi
kaha fir ye mulakate kaha ye wadiya hongi
ye sahjade kahi honge kahi sahjadiya hongi
chalo chedo tarano ko tarano ka ye kahna hai
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke


lyrics of song Yahi To Din Hai Baharo Ke

Comments for lyrics of song "Yahi To Din Hai Baharo Ke"
Rk Sekar on Wednesday, June 26, 2013
Original Tamil Movie-NAANUM ORU Pen. Avm Year 1963 Direction-AC
ThiruLogaChandhar. Music-R.Sudharsanam.Raajan introduced in this Movie was
named then AVM Raajan. PushpaLathaa was too introduced in this movie.Later
They got Married. Equivalent Song-Kannukkul SikkiKonda Pennin Perai
Sollavaa-TM SavundhiraRaajan & P.Susilaa in Differant tune.Silver Jublee
Movie



Film cast: Dharmendra, Meena Kumari, Balraj Sahni, Om Parkesh, Manorama, Bhagwan, Pushpa Lata
Singer: Asha Bhosle, Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: Chitragupt
Film Director: A C Trilok Chandra
External Links: Main Bhi Ladki Hun at IMDB    Main Bhi Ladki Hun at Wikipedia
Watch Full Movie: Main Bhi Ladki Hun at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy